Awaara (1951) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Awaara 1951 Information of Bollywood movie Awaara (1951)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Awaara released in year 1951.

Genre Crime, Drama, Romance, Thriller, Foreign

Persons
Actor
Prithviraj Kapoor, Leela Chitnis, Nargis, Raj Kapoor
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Bas yahi toh hamare naye samaaj ka kamaal hai … joh chor ho, doosron ke jeb kaatte hai, public ki aankhon mein dhool daalte hai, mere jaisa patla suit pant pehente hai … unhe hum sharif samajhte hai … aur joh imandaari se, mehnat mazdoori karke pet paalte hai, phate purane kapde pehente hai … unhe chor daaku awaara samajhkar dhar liya jaata hai
by Raj Kapoor
in Clothes & Shoes
tagged as: Clothes & Shoes, Thief & Criminal, Truth & Honesty

~~ ~~
2) Import export ka matlab hai idhar ka maal udhar aur udhar ka maal idhar
by Raj Kapoor
in Business
tagged as: Business

~~ ~~
3) Insaaf karte waqt har doosre rishtey ko bhool jaana padta hai
by Nargis
in Law & Order
tagged as: Drama, Law & Order

~~ ~~
4) Joh ek baar apradhi ban jaye woh phir kabhi sharif nahi ban sakta … chahe kitna hi bhes kyun na badle
in Thief & Criminal
tagged as: Drama, Thief & Criminal

~~ ~~
5) Sharifon ki aulad hamesha sharif hoti hai … aur chor daaku ki aulad hamesha chor daaku hoti hai
in Thief & Criminal
tagged as: Thief & Criminal, Truth & Honesty

~~ ~~
6) Qatal karne ke liye bhi himmat chahiye
by Prithviraj Kapoor
in Courage
tagged as: Action, Courage

~~ ~~
7) Mitti ka gaar toot ke judh sakta hai … par yaad rakhna stree ki laaj ka seecha ek baar toot jaaye, toh kabhi nahi judh sakta
by Leela Mishra
in Women
tagged as: Drama, Women

~~ ~~
8) Dil kanoon ko nahi maanta … kisi kanoon ko nahi maanta
by Prithviraj Kapoor
in Law & Order
tagged as: Drama, Law & Order

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Awaara (1951), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *