Major Saab (1998) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Major Saab 1998 Information of Bollywood movie Major Saab (1998)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Major Saab released in year 1998.

Genre Action, Drama, Romance, Foreign

Persons
Actor
Amitabh Bachchan, Ajay Devgan, Sonali Bendre, Nafisa Ali, Mohan Joshi, Shahbaaz Khan, Navin Nischol, Mushtaq Khan, Rakhee Malhotra, Dinesh Hingoo, Vikas Anand, Ashish Vidyarthi
Director
Tinnu Anand
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Woh burbakh galti kiya, trailer dikha diya usko … lekin nau se barah ka show abhi baki hai
by Mohan Joshi
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
2) Woh aaye hamare ghar mein, khuda ki kudrat hai … kabhi hum unko, kabhi apne ghar ko dekhte hai
by Ajay Devgan
in Shayari
tagged as: House, Romance, Shayari

~~ ~~
3) Jab koi mujhe challenge karta hai … toh meri ragon ka khoon double raftar se daudne lagta hai … aur main woh kar jata hoon joh upar waala bhi karne se darta hai
by Ajay Devgan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
4) Main chahta hoon Hindustan ka har aadmi jiye toh sher ki tarah jiye … varna pehda hote hi marr jaye
by Amitabh Bachchan
in Patriotism
tagged as: Patriotism

~~ ~~
5) Apna haath jeb mein rakh lo … kahin aisa na ho ki meri nazar lag jaye … aur tumhara haath dhad se alag ho jaye
by Ashish Vidyarthi
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
6) Tumhari territory sirf char foot ki hai, joh is shehar se shuru ho karke issi shehar mein dum todh deti hai … lekin hum army waalon ki territory Himalaya ki bulandi se shuru hokar Ganga sagar ki kok tak jati hai
by Amitabh Bachchan
in Patriotism
tagged as: City & Places, Patriotism

~~ ~~
7) Apne aadmiyon se kaho bandookein phek de … varna tumhari arthi par rone ke liye koi bachega nahi
by Amitabh Bachchan
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
8) Tum is desh ke un naujawan mein se ho … joh uthe toh aasman ko muthi mein lele
by Amitabh Bachchan
in Inspiration
tagged as: Inspiration, Patriotism

~~ ~~
9) Is daari ki safedi pe mat jao janam … tel toh abhi itna baki hai is dil ke andhar … ki Bambai ka samundar sharma jaye
by Amitabh Bachchan
in Romance
tagged as: City & Places, Romance

~~ ~~
10) Surya purab ke bajaye paschim se nikal sakta hai … reghistaan mein phool khil sakte hai lekin woh … kabhi nahi hoga joh tum chahte ho, understand!
by Amitabh Bachchan
in World & Universe
tagged as: Drama, Flowers & Trees, World & Universe

~~ ~~
11) Bambai se zindagi wapas nahi jati … sirf maut jati hai
by Ashish Vidyarthi
in City & Places
tagged as: City & Places, Death, Life

~~ ~~
12) Aapke chabuk ne mujhe itne zakhm nahi diye … jitna ki badnaami ke uss daag ne
by Ajay Devgan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
13) Main ek zeharelay saanp par bharosa kar sakta hoon … tum par nahi
by Ashish Vidyarthi
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Drama

~~ ~~
14) Kisi bhi desh ki suraksha bandookon aur topon se nahi ki jati … aur nahi atom bomb aur machine gunon se jung jeeti jati hai … jung jeetta hai insaan mazbood iraadon se
by Amitabh Bachchan
in Inspiration
tagged as: Inspiration, Patriotism, War & Battle

~~ ~~
15) Koi bhi apni jagah se ek kadam bhi nahi hilega … varna kadam baad mein rakhoge jaan pehle jayegi
by Amitabh Bachchan
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
16) Joh jung aadmi teer aur talwar se nahi jeet pata … aurat us jung ko apne aasoonyon se jeet leti hai
by Ashish Vidyarthi
in Women
tagged as: Drama, War & Battle, Women

~~ ~~
17) Yeh ghulami ka patta gale se nikaal kar phek do … aur Hindustan ke badshahat ka taj peheno
by Mohan Joshi
in Royal
tagged as: Drama, Royal

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Major Saab (1998), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *