Gair (1999) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Gair 1999 Information of Bollywood movie Gair (1999)

Details on Dialogues from Bollywood movie Gair released in year 1999.

Genre Action

Dialogues
1) Prayashchit insaan ke paapo ko mitta deta hai … woh buzdil hote hai joh apne paapo ko mittane ke bajaye khud ko mitta dete hai
by Ajay Devgan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
2) Main ‘gaa’ bajhata hoon toh ‘saa’ bajhta hai, main ‘paa’ bajhata hoon toh ‘maa’ bajhta hai … yane ki main kuch bhi bajha saku, usse pehle meri bajh jaati hai
by Paresh Rawal
in Music
tagged as: Comedy, Music

~~ ~~
3) Dobara agar isne mere beete hue kal mein jhaankne ki koshish ki … toh isse aane waala kal dekhna naseeb nahi hoga
by Ajay Devgan
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~ ~~
4) Teri zulfon ke pech-o-kham teri zindagi se kam nahi … jitni sawariye utni ulajhti chali jaati hai
by Paresh Rawal
in Shayari
tagged as: Life, Shayari

~~ ~~
5) Jeet ki khushi zahir karna achi baat hai … lekin maghroor hona munasib nahi
by Ajay Devgan
in Happiness
tagged as: Happiness, Victory & Success

~~ ~~
6) Jab tak tum jaisi auraten is dharti par zinda hai … kalyug mein bhi satyug zinda rahega
by Amrish Puri
in Women
tagged as: Women

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Gair (1999), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *