Hindustan Ki Kasam (1999) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Hindustan Ki Kasam 1999 Information of Bollywood movie Hindustan Ki Kasam (1999)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Hindustan Ki Kasam released in year 1999.

Genre Action, Drama, Patriotic

Persons
Actor
Amitabh Bachchan, Ajay Devgan, Sushmita Sen, Manisha Koirala, Farida Jalal, Prem Chopra, Naveen Nischol, Shakti Kapoor, Kader Khan, Gulshan Grover
Producer
Veeru Devgan
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Roshanara beti hai ek Musalman ki … jisse pehchaan hai apne imaan ki … pyar toh kya jaan tak loota doongi … mujhe kasam hai apne Hindustan ki
by Manisha Koirala
in Patriotism
tagged as: Life, Patriotism, Religion & God

~~ ~~
2) Woh khudgarz joh jung chahte hai unka kuch nahi jaata … tabah toh woh log hote hai … jinki subah roti ki talash mein shuru hoti hai aur raat thakaan ke bistar par
by Amitabh Bachchan
in War & Battle
tagged as: Food & Drinks, Inspiration, War & Battle

~~ ~~
3) Woh toh meri saanson mein hai, meri dhadkanon mein hai, meri aankhon mein hai, mere khwabon mein hai … sach toh yeh hai ke mera dil unke paas hai aur unka dil mere paas
by Sushmita Sen
in Romance
tagged as: Dreams, Romance, Truth & Honesty

~~ ~~
4) Hamare liye sona hai hamare kheton mein leharti faslein … apne bachche ke liye ek maa ki chaati mein umarti hui mamta … bhai ke kalai ke liye ek behen ke rakhi ka pyar … ek patni ke liye uski maang mein damakta sindoor … pyar, mohabbat aur rishton ka yeh sona kabhi dokha nahi de sakta … is liye Bharat sone ki chidiya tha, hai aur hamesha rahega
by Sushmita Sen
in Patriotism
tagged as: Inspiration, Patriotism

~~ ~~
5) Maut ka sadma toh insaan bardasht kar leta hai … lekin jab koi apna kho jaata hai toh usse paane ki tadap ko bardasht nahi kar paata
by Amitabh Bachchan
in Death
tagged as: Death, Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Hindustan Ki Kasam (1999), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *