Jaanwar (1999) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Jaanwar 1999 Information of Bollywood movie Jaanwar (1999)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Jaanwar released in year 1999.

Genre Action, Drama, Family

Persons
Actor
Akshay Kumar, Shilpa Shetty, Karisma Kapoor, Aditya Kapadia, Shakti Kapoor, Ashish Vidyarthi, Mohnish Behl, Ashutosh Rana, Johnny Lever, Kader Khan, Dolly Bindra
Director
Suneel Darshan
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Hum gareebon ke paas ek hi chaddar hoti hai … joh aankh khuli rehne tak oodhi jaati hai … aankh bandh ho jaane ke baad us hi ka kafan bana diya jaata hai
by Akshay Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
2) Gareebi se bada is duniya mein koi shraap nahi hai … aur bhook se bada koi dukh nahi
by Karisma Kapoor
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
3) Itne barson ke baad aaj tu mujhe mila … khush hone ke bajaye seedhe aag ughalne laga
by Shakti Kapoor
in Shayari
tagged as: Happiness, Shayari

~~ ~~
4) Jurm ki duniya mein aane ke anginat raaste hai … lekin yahan se bahar jaane ka koi raasta nahi hai
by Shakti Kapoor
in Crime
tagged as: Crime

~~ ~~
5) Ek shareef aadmi doosre shareef aadmi ko bhool sakta hai … lekin ek gunehgar doosre gunehgar ko nahi bhoolta
by Ashutosh Rana
in Thief & Criminal
tagged as: Thief & Criminal

~~ ~~
6) Chaaron aur kudrat ka phaila kaisa yeh andhera hai … maut ka taandav hai, gidhon ka dhera hai … na pedhon ki chaanv hai, na kahin basera hai … is bhayanak baat ka nahi koi savera hai … maut ke khel se bachne bhaag rahe hai yeh log … is hi dharti se judhe the, kyun bhool rahe hai yeh log … dukh, peedha aur chaaron aur nirasha hai … na jeene ki aur na jeevan ki asha hai … kahin bhi duniya mein na padhe dharti par sookha … insaan sab kuch seh sakta hai, par nahi reh sakta bhookha
in Poem
tagged as: Death, Poem, World & Universe

~~ ~~
7) Zindabad, murdabad … Hyderabad, Ahmedabad … aaise mein yeh gareeb toh ho jaaye na barbaad
by Johnny Lever
in Comedy
tagged as: City & Places, Comedy

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Jaanwar (1999), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *