Sarfarosh (1999) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Sarfarosh 1999 Information of Bollywood movie Sarfarosh (1999)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Sarfarosh released in year 1999.

Genre Action, Thriller, Foreign

Persons
Actor
Naseeruddin Shah, Aamir Khan, Sonali Bendre, Mukesh Rishi
Director
John Mathew Matthan
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Phool khilte hai, bahaaro ka samaa hota hai … aaise mausam mein hi toh pyar jawan hota hai … dil ki baaton ko hooton se nahi kehte … yeh fasaana toh nighahon se bayaan hota hai
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Poem, Romance, Shayari

~~ ~~
2) Kuch hosh nahi rehta, kuch dhayan nahi rehta … insaan mohabbat mein insaan nahi rehta
by Naseeruddin Shah
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
3) Main apne mulk ko apna ghar samajhta hoon
by Aamir Khan
in Patriotism
tagged as: House, Patriotism

~~ ~~
4) Dawa bhi kaam na aaye, koi dua na lage … mere khuda kisiko pyar ki hawa na lage
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
5) Hamare ghav bahut gehre hai … woh itni aasani se nahin bharne waale
by Naseeruddin Shah
in Drama
tagged as: Drama, Sadness

~~ ~~
6) Milte hi nazarein dil milaya nahi jaata … aagaaz ko anjaam banaya nahi jaata
by Aamir Khan
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
7) Tum jaise log dushman hote hain sari insaaniyat ke
by Aamir Khan
in Enemy
tagged as: Enemy

~~ ~~
8) Ek baar zabaan dene ke baad agar kal ko kuch ho gaya na … toh main teri zabaan kheench loonga … phir tu kisiko jaan toh de payega, lekin zabaan nahi de payega
by Govind Namdeo
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
9) Phir kabhi kisi Salim se mat kehna … yeh mulk uska ghar nahi
by Mukesh Rishi
in Patriotism
tagged as: Patriotism, Religion & God

~~ ~~
10) Aapke mehmaan hai toh hum inke kadardaan hai
by Naseeruddin Shah
in Guest
tagged as: Guest

~~ ~~
11) Arre janaab, aaj kal toh music companyon ko ghazal ki dhun bhi disco jaisi chahiye
by Naseeruddin Shah
in Music
tagged as: Comedy, Music

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Sarfarosh (1999), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *