Silsila Hai Pyar Ka (1999) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Silsila Hai Pyar Ka 1999 Information of Bollywood movie Silsila Hai Pyar Ka (1999)

Details on Dialogues from Bollywood movie Silsila Hai Pyar Ka released in year 1999.

Genre Romance

Dialogues
1) Sachche dil se aur khuli aankhon se dekhe sapne … hamesha sach hote hai
by Aruna Irani
in Dreams
tagged as: Drama, Dreams

~~ ~~
2) Apni galati maan kar insaan bada banta hai … apni nazron mein bhi, aur doosron ki bhi
by Dina Pathak
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration

~~ ~~
3) Prem ka matlab samarpan hota hai … issi liye main aaj, issi waqt apne aap ko tumpar samarpit karta hoon
by Chandrachur Singh
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
4) Jab khuli aankhon se aadmi sapne dekhne lage, aur neend mein bhi har pal uske saath guzaare … ussi junoon ko pyar kehte hai
by Dina Pathak
in Romance
tagged as: Dreams, Romance

~~ ~~
5) Jab rishtey judte hai … toh kab, kahan aur kaise jaise labz bemaine ho jaate hai
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
6) Bina bandhan ke rishton ko ayaashi kehte hai
by Karisma Kapoor
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
7) Pyar ko chupana bhi toh pyar hota hai
by Chandrachur Singh
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
8) Sundarta toh mann se pehchani jaati hai
by Karisma Kapoor
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration

~~ ~~
9) Awaara lafango ke tarah ghoom kar sirf waqt kaata jaa sakta hai … poori umar nahi
by Shakti Kapoor
in Life
tagged as: Comedy, Life, Time

~~ ~~
10) Pyar ki na koi bhasha hoti hai, na hi paribhasha … yeh kab jaagta hai, kab kisse jaga deta hai, yeh toh bhagwan bhi nahi bata sakte
by Dina Pathak
in Romance
tagged as: Drama, Romance

~~ ~~
11) Joh apne hi pyar se mooh mod le … us kayar ka saath na insaan deta hai, na hi bhagwan deta hai
by Dina Pathak
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration

~~ ~~
12) Har kamyaab insaan ke peeche kisi na kisi aurat ka haath zaroor hota hai … aur mere liye woh tum ho
by Chandrachur Singh
in Victory & Success
tagged as: Men, Victory & Success, Women

~~ ~~
13) Kitne badnaseeb hote hai woh log … jinke apne bhi paraye ho jaate hai
by Karisma Kapoor
in Family
tagged as: Drama, Family

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Silsila Hai Pyar Ka (1999), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *