Sirf Tum (1999) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Sirf Tum 1999 Information of Bollywood movie Sirf Tum (1999)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Sirf Tum released in year 1999.

Genre Drama, Musical, Romance

Persons
Actor
Sanjay Kapoor, Priya Gill, Sushmita Sen, Mohnish Behl, Salman Khan, Jackie Shroff, Tej Sapru, Johnny Lever, Kader Khan, Shagufta Ali, Shubha Khote
Director
Ahathian
Producer
Boney Kapoor
Music
Nadeem Saifi
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Kehte hai pyar ki shuruvat pehle na se hoti hai … phir haan tak pahunchti hai
by Sushmita Sen
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
2) Yeh baat itni important nahi hai ke hum kisse pyar kare … balke yeh baat zyada important hai ke humse kaun pyar karta hai
by Mohnish Behl
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
3) Har cheez pehli baar bilkul nayi hoti hai … aur phir dheere dheere uski aadat ho jaati hai
by Sanjay Kapoor
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
4) Hamesha yahi hota hai ki pyar aankhon se shuru hokar dil mein utarta hai … lekin hamara pyar dil se shuru hokar aankhon tak pohchega
by Sanjay Kapoor
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
5) Duniya mein koi bhi anaath nahi hota … har ek ko apna sukh dukh baatne ke liye koi na koi saathi mil hi jaata hai
by Shagufta Ali
in Drama
tagged as: Drama, Happiness, Sadness

~~ ~~
6) Mera pyar hi mera ghar hai, meri chahat hi meri car hai aur meri pavitrata hi mera bank balance hai
by Sanjay Kapoor
in Drama
tagged as: Drama, House, Transportation

~~ ~~
7) Mere nazar mein saree ki neeche dikhne waali pairon ki halki si jhalak … skirt ki neeche dikhne waali poori nangi taango se kai zyada dilkash hai
by Sanjay Kapoor
in Clothes & Shoes
tagged as: Clothes & Shoes, Drama

~~ ~~
8) Ghar bada ho ya chota … ghar mein rehne waalo ka dil bada hona chahiye
by Salman Khan
in House
tagged as: House, Inspiration

~~ ~~
9) Aksar logon ki zindagi mein mauka darwaza khat-khata hai … lekin aapki zindagi mein, mauka dil ko khat-khata raha hai
by Mohnish Behl
in Life
tagged as: Comedy, Life

~~ ~~
10) Pyar dimaag se nahi, dil se kiya jaata hai
by Sanjay Kapoor
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
11) Joh doosro ko napasand hai, woh mujhe pasand hai
by Tej Sapru
in Comedy
tagged as: Comedy

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Sirf Tum (1999), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *