Taal (1999) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Taal 1999 Information of Bollywood movie Taal (1999)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Taal released in year 1999.

Genre Drama, Musical, Romance, Foreign

Persons
Actor
Anil Kapoor, Akshaye Khanna, Aishwarya Rai, Alok Nath, Amrish Puri, Shahid Kapoor
Director
Subhash Ghai
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Ishwar dil mein ho toh sachai mazboot rehti hai
by Akshaye Khanna
in Religion & God
tagged as: Religion & God, Truth & Honesty

~~ ~~
2) Aap itne khoobsurat log hai ki aapki tasveer seedhe dil mein chapti hai
by Akshaye Khanna
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
3) Taal se hi geet hai, taal hi sangeet hai, taal pe hi saans hai, taal se hi preet hai
by Alok Nath
in Music
tagged as: Music, Poem

~~ ~~
4) Kuch log pyar karke shaadi karte hai … aur kuch log shaadi karke pyar karte hai
by Anil Kapoor
in Romance
tagged as: Marriage & Wedding, Romance

~~ ~~
5) Hum kala bechte hai, ladkiyon ki izzat nahi
by Anil Kapoor
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
6) Pyar mein giro mat bachche … utho, rise in love
by Sushma Seth
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
7) Hum doston se daant ke aur dushmano se pyar se baat karte hai
by Anil Kapoor
in Friendship
tagged as: Comedy, Enemy, Friendship

~~ ~~
8) Shaadi na hi ek contract hai, na hi koi utsav hai … agar utsav hai toh logon ke liye hai … shaadi do aatmaon do dilon ka mel hai … jisme do jan bharpoor zindagi saath saath jeete hai aur saath saath marte hai
by Akshaye Khanna
in Marriage & Wedding
tagged as: Festival, Life, Marriage & Wedding

~~ ~~
9) Amir banne ke liye zaroori hai lalach
by Anil Kapoor
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
10) Imaandari se zyada zaroori hai dukaandari
by Anil Kapoor
in Business
tagged as: Business, Comedy, Truth & Honesty

~~ ~~
11) Hum dard bechte hai, khareedte nahi hai
by Anil Kapoor
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
12) Yeh Mumbai hai, yahan har cheez dikhawa hai jise hum showmanship kehte hai … sajawat hai jise hum publicity kehte hai … aur banawat hai jise hum marketing kehte hai
by Anil Kapoor
in City & Places
tagged as: Business, City & Places

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Taal (1999), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *