Sangdil (1952) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Sangdil 1952 Information of Bollywood movie Sangdil (1952)

Details on Dialogues from Bollywood movie Sangdil released in year 1952.

Genre Drama, Romance

Dialogues
1) Duniya mein asli shanti kisi ke sache pyar mein hi mil sakti hai … uske bagair duniya jise shanti kehti hai, woh shanti ek thakan hai … shakast ya maut ka doosra naam hai
by Dilip Kumar
in Defeat & Failure
tagged as: Death, Defeat & Failure

~~ ~~
2) Zindagi aur waqt ka dariya aaisa hai … aadmi ek baar usse laang jaye toh phir kabhi vapas nahi aa sakta
by Madhubala
in Life
tagged as: Life, Time

~~ ~~
3) Jab kashti jawani ke kinare par aa jaye … toh wahan aadmi nayi awaazon se pyar karne lag jaata hai … wahan usse shaadi ke baaje sunai dete hai … phir usse pichle kinare ki awaazon ka khayal nahi karna chahiye
by Madhubala
in Drama
tagged as: Drama, Marriage & Wedding, Transportation

~~ ~~
4) Main kisi se nahi darta … main zindagi se nahi darta, maut se nahi darta, andheron se nahi darta … darta hoon toh sirf khoobsurati se
by Dilip Kumar
in Romance
tagged as: Death, Life, Romance

~~ ~~
5) Din ke waqt toh phool achche lagte hi hai … magar chandni mein dekhiye toh yun lagta hai … jaise nanne nanne shokh farishtey door ke dariya mein tairte phir rahe ho
by Dilip Kumar
in Flowers & Trees
tagged as: Flowers & Trees

~~ ~~
6) Jab dil se dil ki shaadi hoti hai na … toh us mein na baraatiyon ki zaroorat hoti hai na kisi aur cheez ki … us mein tamannao ki baraat nikalti hai aur khushiyon ki
by Dilip Kumar
in Romance
tagged as: Happiness, Marriage & Wedding, Romance

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Sangdil (1952), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *