Aaghaaz (2000) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Aaghaaz 2000 Information of Bollywood movie Aaghaaz (2000)

Details on Dialogues, Mistakes from Bollywood movie Aaghaaz released in year 2000.

Genre Thriller

Dialogues
1) Hathyar uthane waala kabhi saahasi nahi hota … kyun ki usse apne se zyada bharosa uske hathyar par hota hai … job kabhi bhi dokha de sakta hai … lekin aapka saahas, aapki taqat, aapko kabhi dokha nahi degi
by Sunil Shetty
in Inspiration
tagged as: Courage, Inspiration

~~ ~~
2) Machhar agar neend mein bhi hamara khoon choosta hai … toh hum usse maar dete hai … magar yeh gunde hamare jaagte huye hamara khoon bahate hai … aur hum kuch nahi karte
by Sunil Shetty
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
3) Petrol ka daam badta hai litre ke hisaab se … auto waala kaise chalayega meter ke hisaab se
by Johnny Lever
in Shayari
tagged as: Comedy, Money, Shayari

~~ ~~
4) Na main hoon nikamma, na tu hai nikammi … shaadi karke hum dono banenge daddy aur mummy
by Johnny Lever
in Shayari
tagged as: Marriage & Wedding, Parents, Shayari

~~ ~~
5) Main apne motape par is qadar hairaan ho gaya hoon … bar bar aate jaate pareshaan ho gaya hoon
by Yunus Parvez
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari

~~ ~~
6) Main tere saath lagane ko tayaar hoon saat chakkar … kyun ki mera dil bechain hai tere dil se lene ko takkar
by Johnny Lever
in Shayari
tagged as: Comedy, Romance, Shayari

~~ ~~
7) Vapas karde mera meter mujhko … nahi toh ek jhappad mein bhej doonga Punjab tujhko
by Johnny Lever
in City & Places
tagged as: City & Places, Comedy

~~ ~~
8) Ungli mat kar mere ko mohabbat ke beech mein … nahi toh dafna doonga tere ko Juhu ke beach mein
by Johnny Lever
in Shayari
tagged as: City & Places, Comedy, Shayari

~~ ~~
9) Galat ko galat na kehna … sabse badi galati hai
by Sunil Shetty
in Inspiration
tagged as: Inspiration

~~ ~~
10) Makkai ki roti sambhar se khayenge … Dharmendra Hema ke mafit hum bhi shaadi banayenge
by Johnny Lever
in Shayari
tagged as: Food & Drinks, Marriage & Wedding, Shayari

~~ ~~
11) Niyam aur kanoon insaano ke liye hota hai … insaan niyam aur kanoon ke liye nahi hote
by Sunil Shetty
in Law & Order
tagged as: Law & Order

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Mistakes
11) In the scene when Suman Ranganathan is keeping a Vrat (fast) for long life of Sunil Shetty, she tells her brother (Sharad Kapoor) that Sunil hasn’t turned up yet to help her in breaking the fast.
Sharad makes her eat the food and she dies due to poison. So how come Sunil rushes out from the inside with his sister.

in Plot

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Aaghaaz (2000), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *