Mohabbatein (2000) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Mohabbatein 2000 Information of Bollywood movie Mohabbatein (2000)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Mohabbatein released in year 2000.

Genre Drama, Musical, Romance

Persons
Actor
Amitabh Bachchan, Shahrukh Khan, Aishwarya Rai, Jimmy Shergill, Preeti Jhangiani, Jugal Hansraj, Kim Sharma, Anupam Kher, Uday Chopra, Shamita Shetty, Archana Puran Singh, Amrish Puri, Shefali Shah, Saurabh Shukla
Director
Aditya Chopra
Producer
Yash Chopra
Music
Jatin Pandit
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Duniya mein kitni hai nafratein … phir bhi dilon mein hai chahatein … mar bhi jaaye pyar waale … mitt bhi jaaye yaar waale … zinda rehti unki mohabbatein
by Shahrukh Khan
in Poem
tagged as: Poem, Romance

~~ ~~
2) Main aaj bhi usse utni hi mohabbat karta hoon … aur is liye nahi ki koi aur nahi mili … par is liye ki usse mohabbat karne se fursat hi nahi milti
by Shahrukh Khan
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
3) Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai … har mod aasaan nahi hota, har mod par khushi nahi hoti … par jab hum zindagi ka saath nahi chhodte … phir mohabbat ka saath kyun chhodein
by Shahrukh Khan
in Romance
tagged as: Life, Romance

~~ ~~
4) Mohabbat mein shartein nahi hoti … toh afsoos bhi nahi hona chahiye
by Shahrukh Khan
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
5) Maine aaj tak sirf ek hi ladki se mohabbat ki hai … aur zindagi bhar sirf us hi se karta rahoonga
by Shahrukh Khan
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
6) Koi pyar kare toh tumse kare, tum jaise ho waise kare … koi tumko badal ke pyar kare, toh woh pyar nahi woh sauda kare … aur saheba, pyar mein sauda nahi hota … right?
by Kim Sharma
in Romance
tagged as: Poem, Romance

~~ ~~
7) Aap zindagi ki har jung jeette chale aaye … par zindagi ke saare sahare haarte chale gaye
by Shahrukh Khan
in Life
tagged as: Defeat & Failure, Life, Victory & Success

~~ ~~
8) Jab choti choti baaton mein hum haste the rote the, tabse tumse pyar kiya hai … jab bin mausam barsaaton mein hum jhoom jhoom ke gaate the, tabse tumse pyar kiya hai … jab chup chupke aadhi raaton mein chatt pe taare ginte the, tabse tumse pyar kiya hai … ab toh khud bhi bhool chuka hoon main ki kabse tumse pyar kiya hai … bas itna hi keh sakta hoon main … ki sirf tumse, tum hi se pyar kiya hai
by Jugal Hansraj
in Poem
tagged as: Poem, Romance, Weather

~~ ~~
9) Mohabbat bahut khoobsurat hoti hai … toh kya hua agar woh apne saath thoda sa dard laati hai
by Aishwarya Rai
in Romance
tagged as: Drama, Romance

~~ ~~
10) Main yahan par surya ki roshni itni tezz kar doonga … ki woh aadmi joh pachaas saalon se surya ko ghoorta aa raha hai … us he bhi apni palkein jhukani hogi
by Shahrukh Khan
in Drama
tagged as: Drama, World & Universe

~~ ~~
11) Duniya mein kitni hai nafratein … phir bhi dilon mein hai chahatein … jao kehdo is jahan se, is zameen se, aasman se … rok na sakenge ab yeh mohabbatein
by Shahrukh Khan
in Poem
tagged as: Poem, Romance, World & Universe

~~ ~~
12) Har badi kamyaabi ke peeche … ek bahut bada balidaan hota hai
by Amitabh Bachchan
in Victory & Success
tagged as: Drama, Victory & Success

~~ ~~
13) Mohabbat aur sangeet ka bahut gehra rishta hai … kyun ki dono ka janam dil se hota hai … aur dono ki kismat bhi dil ke kehne par nirbhar hai
by Shahrukh Khan
in Romance
tagged as: Drama, Music, Romance

~~ ~~
14) Main har din dua karta hoon ki mujh jaisi kismat kisi ki bhi na ho
by Shahrukh Khan
in Luck & Destiny
tagged as: Drama, Luck & Destiny

~~ ~~
15) Kuch rishton ki taqdeer sirf dosti tak hi likhi hoti hai
by Jugal Hansraj
in Friendship
tagged as: Drama, Friendship

~~ ~~
16) Izzat darr se nahi … mohabbat se jeeti jaati hai
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
17) Zindagi pyar dene aur pyar lene ka naam hai … aur kuch nahi
by Amitabh Bachchan
in Life
tagged as: Life, Romance

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Mohabbatein (2000), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *