Information of Bollywood movie Refugee (2000)
Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Refugee released in year 2000.
Genre Drama, Musical, Romance
Persons
Actor
Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor, Jackie Shroff, Sunil Shetty, Reena Roy, Sudesh Berry, Avtar Gill, Vrajesh Hirjee, Puneet Issar, Kulbhushan Kharbanda, Anupam Kher, Mukesh Tiwari, Ashish Vidyarthi
Director
J.P. Dutta
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
Dialogues
1) Janwaro pe bharosa kiya ja sakta hai … insaano par nahi
by Jackie Shroff
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Drama
~~ ~~
2) School kabhi gaya nahi … par zindagi har roz ek naya sabak sikhati hai
by Abhishek Bachchan
in Life
tagged as: Drama, Life
~~ ~~
3) Tumne mujhe zindagi ke woh haseen khwab kyun dikhaye … jiske tootne par mere andhar ka insaan hi toot gaya
by Sunil Shetty
in Dreams
tagged as: Dreams, Life, Romance
~~ ~~
4) Shaadi ke bagair mohabbat gunaah hai
by Sunil Shetty
in Marriage & Wedding
tagged as: Crime, Marriage & Wedding, Romance
~~ ~~
5) Haddiyan toh kabhi na kabhi judh hi jayengi … magar mere andhar joh kuch bhi toota hai na … woh kabhi nahi judhega
by Abhishek Bachchan
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
6) Mohabbat karne waale … kabhi mohabbat ke dushman nahi hote
by Sunil Shetty
in Romance
tagged as: Enemy, Romance
~~ ~~
7) Insaan itna ghatiya janwar hai … ki waqt padhne par khuda ki zaat se bhi inkaar karde
by Sunil Shetty
in Religion & God
tagged as: Animals & Birds, Drama, Religion & God
~~ ~~
8) Insaan duniya ka sabse ghatiya janwar hai
by Anupam Kher
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Drama, World & Universe
~~ ~~
9) Zindagi bas ek safar hai … sacha ghar toh sabka ek hi hai … upar waale ka
by Abhishek Bachchan
in Life
tagged as: House, Life, Religion & God
~~ ~~
10) Main awaara aur badmaash bardaasht kar sakta hoon … lekin gaddar kabhi nahi
by Anupam Kher
in Patriotism
tagged as: Drama, Patriotism
~~ ~~
11) Tere huzoor se sab sharmsar hokar chale … shikar karne ko aaye the, shikaar hokar chale
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari
~~ ~~
12) Gham aur thakaan ka mel … jaanlewa hota hai
by Abhishek Bachchan
in Sadness
tagged as: Drama, Life, Sadness
~~ ~~
13) Fauji ka ek haath pada na … toh che foot ka aadmi dedh foot ka hokar reh jaata hai
by Sunil Shetty
in Action
tagged as: Action
~~ ~~
14) Gehre pani mein utarne ke baad … doobne se ghabrana bekaar hai
by Sudesh Berry
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration
~~ ~~
15) Aadmi jab bahut khush hota hai … roh deta hai
by Abhishek Bachchan
in Happiness
tagged as: Drama, Happiness
~~ ~~
16) Dosti ki tarah dushmani bhi ek tarfa nahi hoti … dono taraf se hoti hai
by Jackie Shroff
in Enemy
tagged as: Drama, Enemy, Friendship
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Refugee (2000), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply