Tarkieb (2000) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Tarkieb 2000 Information of Bollywood movie Tarkieb (2000)

Details on Dialogues from Bollywood movie Tarkieb released in year 2000.

Genre Thriller

Dialogues
1) Bahut khoobsurat hai aankhen tumhari … bana dijiye inko kismat hamari … usse aur kya chahiye zindagi mein … jisse mil gayi hai mohabbat tumhari
by Milind Soman
in Shayari
tagged as: Luck & Destiny, Romance, Shayari

~~ ~~
2) Hamere baad mehfil mein afsane bayan honge … baharen humko dhoondengi, na jaane hum kahan honge
by Nana Patekar
in Shayari
tagged as: Shayari, Weather

~~ ~~
3) Meri nigaah ne yeh kaisa khawab dekha hai … zameen pe chalta hua mehtab dekha hai
by Milind Soman
in Shayari
tagged as: Dreams, Romance, Shayari

~~ ~~
4) Yeh businessman bade matlabi hote hai … inka hasna ya rona business hota hai, inka bolna ya khamosh rehna business hota hai, inka yaad rakhna business hota hai, bhool jana business hota hai
by Milind Soman
in Business
tagged as: Business

~~ ~~
5) Hum businessman kisi ko maarte hai toh business ke liye … aur kisi ko zinda rakhte hai toh business ke liye
by Aditya Pancholi
in Business
tagged as: Business

~~ ~~
6) Kya haath paya hai, saare ke saare devi devtaon ka saath hai … rahu ketu ka ghulam hai, wahan shani ka kya kaam hai
by Tiku Talsania
in Comedy
tagged as: Comedy, Religion & God, World & Universe

~~ ~~
7) Pyar ki aahuti hi pyar ko amar bana deti hai
by Tabu
in Romance
tagged as: Romance

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Tarkieb (2000), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *