Aashiq (2001) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Aashiq 2001 Information of Bollywood movie Aashiq (2001)

Details on Dialogues from Bollywood movie Aashiq released in year 2001.

Genre Action, Comedy

Dialogues
1) Kya bachon ki tarah cricket khel rahe ho? … khelna hai toh mere kaale kaale lambe baalon se khel … mere reshmi dupatte ke aanchal se khel … mere khwabon mein aakar mere khayalon se khel
by Karisma Kapoor
in Sports & Games
tagged as: Clothes & Shoes, Dreams, Sports & Games

~~ ~~
2) Tumne toh bina petrol ke mere dil mein woh aag laga di hai … jisse samundar bhi nahi bujha sakta
by Karisma Kapoor
in Romance
tagged as: Comedy, Romance

~~ ~~
3) Kiski nass mein kitna khoon hai … yeh khooni bhediya achchi tarah jaanta hai
by Rahul Dev
in Rowdyism
tagged as: Animals & Birds, Rowdyism

~~ ~~
4) Aaj main teri khaal hi nahi … khaal ka ek ek baal bhi noch daloonga
by Mukesh Rishi
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
5) Tera ek ek aasoon mere liye bada bada samundar hai
by Johnny Lever
in Sadness
tagged as: Sadness

~~ ~~
6) Jis din tu mere hatthe chad gaya … samajhna us hi din tu sooli par chad gaya
by Mukesh Rishi
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~ ~~
7) Magarmach ke mooh se shayad gosh ka tukda nikalna aasaan hai … lekin Baburao jisko apne daanton mein daboch le na … usse na toh aaj tak koi chhuda paya hai aur na chhuda payega
by Rahul Dev
in Rowdyism
tagged as: Animals & Birds, Rowdyism

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Aashiq (2001), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *