Information of Bollywood movie Footpath (2003)
Details on Dialogues from Bollywood movie Footpath released in year 2003.
Genre Drama
Dialogues
1) Kabhi kabhi dosti nibhane ke liye … doston ke saath thodi dushmani bhi karni padti hai
by Anup Soni
in Friendship
tagged as: Enemy, Friendship
~~ ~~
2) Haraam ka maal kamane ke baad aadmi sirf do hi jagah pe milta hai … daru ke canistar mein yah rundi ke bistar mein
by Rahul Dev
in Adult
tagged as: Adult, Comedy, Money
~~ ~~
3) Agar toofan ka raasta badalna mushkil ho jaye … toh apna raasta badal lena chahiye
by Bipasha Basu
in Weather
tagged as: Drama, Weather
~~ ~~
4) Khoon ka rishtaa khoon bahake hi khatam kiya jaa sakta hai
by Irrfan Khan
in Action
tagged as: Action
~~ ~~
5) Tum sach ko sapna samajhke bhula dena chahti ho … lekin main us sapne ko sach karna chahta hoon
by Aftab Shivdasani
in Truth & Honesty
tagged as: Dreams, Truth & Honesty
~~ ~~
6) Kehte hai jungle mein naya janwar aaye toh … sabse pehle sher ko saalam karna padta hai
by Aftab Shivdasani
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds
~~ ~~
7) Cocaine … yeh safed aur masoom dikhne waala powder, sirf naujawaan logon ko hi maut ke mooh tak nahi pahunchata … balki is mein itna dum hai … ki yeh kisi desh ki sarkar ko gira bhi sakta hai aur sarkar bana bhi sakta hai
by Anup Soni
in Government
tagged as: Death, Government
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Footpath (2003), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply