Information of Bollywood movie Naya Andaz (1956)
Details on Dialogues from Bollywood movie Naya Andaz released in year 1956.
Genre Culture, Romance
Dialogues
1) Duniya ki har jagah mohabbat ki nigahon mein pyari hoti hai
by Kishore Kumar
in City & Places
tagged as: City & Places, Romance
~~ ~~
2) Bekaar aadmi phatte huye tube ki tarah hota hai … lekin mushkil toh yeh hai ki tube ka puncture phir bhi judh sakta hai … lekin bekaari ka puncture nahi judhta
by Johnny Walker
in Job & Career
tagged as: Comedy, Job & Career
~~ ~~
3) Duniya mein tumhe sab kuch mil jayega … lekin mohabbat bhara dil nahi milega
by Pran
in World & Universe
tagged as: Drama, World & Universe
~~ ~~
4) Zindagi ki raahon mein thokarein wohi khate hai … joh oonche hokar chalte hai
by Meena Kumari
in Life
tagged as: Drama, Life
~~ ~~
5) Aulad ki taqdeer maa ke aasoonyon se hi chamakti hai
by Kishore Kumar
in Luck & Destiny
tagged as: Luck & Destiny, Parents
~~ ~~
6) Uda de neend aankhon ki kahani usko kehte hai … jalakar khaak kar dale jawani usse kehte hai
in Shayari
tagged as: Shayari
~~ ~~
7) Zindagi milti hai kaanton se guzarne ke liye … phool khilte hai gulistan ke savarne ke liye
in Shayari
tagged as: Flowers & Trees, Life, Shayari
~~ ~~
8) Aye jawaano zindagi resham bhi hai talwar bhi … muskurata phool bhi hai aur khatakta haar bhi … chaand suraj ki tarah yeh garam bhi hai sard bhi … apni aankhon ka hai aasoon doosro ka dard bhi … raaste mein aman ki mashaal jalane ke liye … hum toh jeete hai watan ke kaam aane ke liye
in Life
tagged as: Life, Patriotism, Poem
~~ ~~
9) Tere golden face ki beauty ne mere gentle heart ko loot liya … teri zulfon ke net mein faskar maine night sleeping chhod diya
in Shayari
tagged as: Comedy, Romance, Shayari
~~ ~~
10) Kismat aadmi ko dokha de sakti hai … lekin bhagwan aadmi ko dokha nahi deta
by Kishore Kumar
in Luck & Destiny
tagged as: Drama, Luck & Destiny, Religion & God
~~ ~~
11) Mohabbat ki ek manzil nahi hoti
by Kishore Kumar
in Romance
tagged as: Romance
~~ ~~
12) Tarakki karne waala ek hota hai aur uske dushman hazaar hote hai
by Johnny Walker
in Victory & Success
tagged as: Enemy, Victory & Success
~~ ~~
13) Prithvi ka dil hai aur sanjogta ka pyar hai … bas yahi tareekh hai, baki toh sab bekaar hai
in Shayari
tagged as: Luck & Destiny, Shayari
~~ ~~
14) Mere piya ka laal kabootar parbat parbat udta hai … pooch lo usse sara naksha saanj bhay woh udta hai
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Shayari
~~ ~~
15) Kambakht dil nahi badalta … magar dil ke tukde badal jaate hai
in Drama
tagged as: Drama
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Naya Andaz (1956), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply