Shaadi Ka Laddoo (2004) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Shaadi Ka Laddoo 2004 Information of Bollywood movie Shaadi Ka Laddoo (2004)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Shaadi Ka Laddoo released in year 2004.

Genre Comedy

Persons
Actor
Mandira Bedi
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Agar koi mard kisi doosri aurat ko nahi dekhta hai toh phir woh dikhava kar raha hai … ya phir uski biwi usse yeh dikhava karne par majboor kar rahi hai
by Mandira Bedi
in Men
tagged as: Husband & Wife, Men

~~ ~~
2) Cigarettes aur zindagi mein kafi similarities hoti hai … jaise ki cigarette ki is aag ko hi dekh lo … log har kash ke saath is aag ko apne kareeb kheenchne ki koshish karte hai … aag jitni aage badti hai cigarette utni ghatati hai … aur zindagi jitni badhti hai utni ghatati hai, jitni badhti hai utni ghatati hai … aur aaise hi zindagi katati hai
by Mandira Bedi
in Life
tagged as: Life

~~ ~~
3) Zindagi mein kabhi kabhi dil se soochna chahiye … lekin zindagi ke mathematics mein hamesha dimaag se soochna chahiye
by Sanjay Suri
in Life
tagged as: Life

~~ ~~
4) Pyar sardi ke us dhoop ke tukde ki tarah hota hai … jab tak rehta hai toh dil ko bahut sukoon deta hai … aur phir ek din chala jaata hai insaan ko us ehsaas ke saath jeene ke liye … akela chhodkar
by Sanjay Suri
in Romance
tagged as: Romance, Weather

~~ ~~
5) Happily married? … aadmi ya toh sirf happy ho sakta hai ya married … dono cheezein ekhatti nahi ho sakti … impossible
by Sanjay Suri
in Men
tagged as: Happiness, Marriage & Wedding, Men

~~ ~~
6) Apne banaane se bante hai
in Inspiration
tagged as: Inspiration

~~ ~~
7) Waqt nahi beetta … insaan beetta hai
by Sanjay Suri
in Time
tagged as: Time

~~ ~~
8) Zindagi ko kuredne se zung laga dil hi milta hai aur kuch nahi
by Sanjay Suri
in Life
tagged as: Life

~~ ~~
9) Zindagi akele kaatne mein no fun … koi na koi saathi hona chahiye … joh tumhare samajh mein aaye aur jise tum samajh sako, woh saathi … aur us saathi ke saath jitne pal guzaar liye … that’s life
by Mandira Bedi
in Life
tagged as: Inspiration, Life, Time

~~ ~~
10) Har aadmi ko ek baar shaadi zaroor karni chahiye … kyun ki har shaadi-shuda aadmi seedha swarg mein jaata hai … (kaise) … kyun ki narak se toh woh guzar chuka hota hai
by Sanjay Suri
in Men
tagged as: Comedy, Marriage & Wedding, Men

~~ ~~
11) Paas ho toh pyar karte hai … door ho toh pyar ki baatein
by Aashish Chaudhary
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
12) Accomplishment and success often is a result of perseverance and commitment … rather than skill and talent
by Aashish Chaudhary
in Victory & Success
tagged as: Inspiration, Victory & Success

~~ ~~
13) Joh log aaish karte hai woh ash ban jaate hai
by Mandira Bedi
in Comedy
tagged as: Comedy

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Shaadi Ka Laddoo (2004), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *