Baabul (2006) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Baabul 2006 Information of Bollywood movie Baabul (2006)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Baabul released in year 2006.

Genre Drama, Family, Romance, Foreign

Persons
Actor
Amitabh Bachchan, Salman Khan, Hema Malini, John Abraham, Rani Mukherjee, Om Puri
Director
Ravi Chopra
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Dil ki aawaz kaano se nahi dil se suni jaati hai
by Salman Khan
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
2) Dost nahi badalte … waqt badal jaata hai
by John Abraham
in Friendship
tagged as: Friendship, Time

~~ ~~
3) Matlab nikal gaya toh pehchante hi nahi … ladki kya mili hum mein jaante hi nahi
by Rajpal Yadav
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
4) Yeh sach hai ki jagah ki dooriyan … aksar dilon ki nazdikiyan ban jaati hai
by John Abraham
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
5) Pyar mein waqt ki koi seema nahi hoti
by John Abraham
in Time
tagged as: Romance, Time

~~ ~~
6) Paramparaon ki lakeerein jab dhundli padh jaati hai … toh nayi lakeerein kheenchne se parhez nahi karna chahiye
by Om Puri
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration

~~ ~~
7) Haan main cheating karta tha, par sirf khel mein … tune toh zindagi ko khel samajh ke mujhe cheat kar diya
by Amitabh Bachchan
in Lies & Cheating
tagged as: Lies & Cheating, Life, Sports & Games

~~ ~~
8) Kisi ko khush karne ke liye samjhauta karna insaan ki sabse badi kamzori hoti hai
by Rani Mukherjee
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
9) Rangeen kapde pehenne se zindagi ke khoye rang vapas nahi aate
by Rani Mukherjee
in Clothes & Shoes
tagged as: Clothes & Shoes, Life

~~ ~~
10) Beeta hua kal toh ek khwab hai … uska na koi chehra hota hai na wajood hota hai … sach toh sirf tumhara aaj hai aur tumhara aane waala kal
by Sharat Saxena
in Inspiration
tagged as: Inspiration, Time, Truth & Honesty

~~ ~~
11) Sirf saansein lene ko jeena nahi kehte
by Amitabh Bachchan
in Inspiration
tagged as: Inspiration

~~ ~~
12) Jis din main baap ban gaya na … main apne bachche se chun chun ke gin gin ke badle loonga
by Salman Khan
in Parents
tagged as: Comedy, Parents, Revenge

~~ ~~
13) Kisi bhi insaan ki zindagi mein woh din, woh pal, sabse zyada khushgawar hota hai … jab uska beta uski zimedariyan baantne lage … uski kursi par baithe
by Amitabh Bachchan
in Parents
tagged as: Happiness, Parents

~~ ~~
14) After every sunset there’s a sun rise … ek naya din, ek nayi umeed, ek nayi shuruvat
by Salman Khan
in Inspiration
tagged as: Inspiration

~~ ~~
15) Bahu ko beti manna agar pagalpan hai, toh main pagal hoon … uske aasoon pochna agar pagalpan hai, toh main pagal hoon … uski andheri zindagi mein khushiyon ki roshni bharna agar pagalpan hai, toh haan main pagal hoon
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama, Family, Happiness

~~ ~~
16) Dil ke maamle mein dimaag ka istemaal nahi karna chahiye … uljane badh jaati hai … dil ke mamle mein dil ka istemaal karna chahiye
by John Abraham
in Romance
tagged as: Inspiration, Romance

~~ ~~
17) Mere liye zindagi mein na pyar ki jagah badal sakti hai na dosti ki … dono ki jagah alag alag hai … lekin tumne to dosti mein hi pyar ki milavat shuru kar di
by Rani Mukherjee
in Friendship
tagged as: Drama, Friendship, Romance

~~ ~~
18) Aksar yeh bhi hota hai ki jagah ki dooriyan … rishton ko aur bhi mazboot bana deti hai
by John Abraham
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
19) Kya yeh theek hai ki paramparaen banane waala insaan hi paramparaon ki bali chadta rahe … paramparaen jeeye insaan marta rahe … paramparaen badi zindagi kuch bhi nahi hai?
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
20) Yeh kambakht mohabbat hai hi badi musibat waali cheez … aksar imtehaan leti hai … lekin khushiyan bhi deti hai
by Amitabh Bachchan
in Happiness
tagged as: Happiness, Romance

~~ ~~
21) This is a race between man and machine … he may have the better machine but I’m a better man
by Salman Khan
in Transportation
tagged as: Transportation

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Baabul (2006), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *