Cheeni Kum (2007) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Cheeni Kum 2007 Information of Bollywood movie Cheeni Kum (2007)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Cheeni Kum released in year 2007.

Genre Comedy, Drama, Romance, Foreign

Persons
Actor
Amitabh Bachchan, Tabu, Paresh Rawal, Swini Khera, Vinay Jain
Director
R. Balki
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Tu sad-sad kyun hai, happy-sad kyun nahi … hum sad kyun hote hai … kyun ki mann bhaari hai, heavy heavy … mann kab heavy heavy hota hai … jab mann ko koi hurt karta hai … mann ko kaun itna hurt kar sakta hai … joh mann ke very very close hota hai … mann ke very very close kaun hota hai … jiske saath mann very very happy feel karta hai … happy tha, is liye sad hai na … so be happy-sad, not sad-sad
in Happiness
tagged as: Happiness, Inspiration, Sadness

~~ ~~
2) Aadmi budha tab hota hai … jab uske andhar jeene ki ichcha khatam ho jaati hai
by Amitabh Bachchan
in Inspiration
tagged as: Inspiration

~~ ~~
3) Ek chef ka kaam hai doosron ki taste ko bina taste kiye pehchanna
by Amitabh Bachchan
in Food & Drinks
tagged as: Food & Drinks, Job & Career

~~ ~~
4) Jab log kisi ke kareeb aa jaate hai … toh ek doosre ki tarah baatein karne lagte hai
by Zohra Sehgal
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
5) Shaadi woh keemat hai joh ek aadmi sex ke liye chukata hai … sex woh keemat hai joh ek aurat shaadi ke liye chukati hai
by Amitabh Bachchan
in Marriage & Wedding
tagged as: Marriage & Wedding, Men, Women

~~ ~~
6) Khana banana duniya ki sabse badi kala hai
by Amitabh Bachchan
in Food & Drinks
tagged as: Food & Drinks

~~ ~~
7) Life mein insaan ko ek galati maaf hai
by Amitabh Bachchan
in Life
tagged as: Life

~~ ~~
8) Impress karne ke liye pachees lakh ka haar bhi de sakta tha … lekin bina price tag ke aapko lagega pachees rupaiya ka hai … aur price tag ke saath de nahi sakta
by Amitabh Bachchan
in Money
tagged as: Comedy, Money

~~ ~~
9) Dil mein joh hai woh bol dena chahiye … aaise dabake nahi rakhna chahiye … acidity ho jaati hai
by Tabu
in Comedy
tagged as: Comedy, Romance

~~ ~~
10) Aye silent movie … thoda sound de na
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
11) Is umar mein toh shareer second hand Ambassador ki tarah hota hai … kabhi carburetor mein kachra, kabhi suspension mein lafda … toh baar baar servicing ke liye jaana padta hai
by Paresh Rawal
in Transportation
tagged as: Comedy, Transportation

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Cheeni Kum (2007), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *