Information of Bollywood movie Shaurya (2008)
Details on Dialogues from Bollywood movie Shaurya released in year 2008.
Genre Drama, Thriller, Foreign
Dialogues
1) Border pe marne se zyada bada nasha koi nahin hai
by Kay Kay Menon
in Patriotism
tagged as: Death, Patriotism
~~ ~~
2) Jab zindagi credit pe chal rahi ho na … toh vastavikta thodi si dhundli ho jaati hai
by Kay Kay Menon
in Life
tagged as: Drama, Life
~~ ~~
3) Dushman sirf border ke uss paar nahin hota … ghar ke andhar bhi hota hai
by Kay Kay Menon
in Enemy
tagged as: Drama, Enemy, House
~~ ~~
4) Shaurya sirf kisi ko maar girane ko nahi kehte, shaurya sirf salaami dene ko nahi kehte … shaurya toh hamare bahut andhar hota hai … ek hausla, ek himmat
by Amrita Rao
in Courage
tagged as: Courage, Drama, Inspiration
~~ ~~
5) Jung mein jab shoot karne ka order dete hai toh, kab kahan kaise uska toh pata hota hai magar kyun … fauji ko na yeh batate hai, na usse janane ka haq hota hai
by Javed Jaffrey
in War & Battle
tagged as: Drama, War & Battle
~~ ~~
6) Gunaah mein hisaab kitaab nahi chalta
by Seema Biswas
in Crime
tagged as: Crime, Drama
~~ ~~
7) Main hamesha ek second aage rehta hoon
by Kay Kay Menon
in Time
tagged as: Time
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Shaurya (2008), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply