Deshdrohi (2008) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Deshdrohi 2008 Information of Bollywood movie Deshdrohi (2008)

Details on Dialogues from Bollywood movie Deshdrohi released in year 2008.

Genre Society

Dialogues
1) Yeh na hota toh koi doosra gham hona tha … main toh woh hoon jise har haal mein bas rona tha
by Kamaal Rashid Khan
in Shayari
tagged as: Sadness, Shayari

~~ ~~
2) Zindagi kabhi kabhi aaise modh par aa jaati hai … jahan se koi U-turn nahi hota
by Kamaal Rashid Khan
in Life
tagged as: Drama, Life

~~ ~~
3) Jitni nafrat hamare liye tumhare dil mein hai … usse zyada pyar tumhare liye hamare seene mein hai
by Kamaal Rashid Khan
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration

~~ ~~
4) Hindustan mein ek-atees rajya hai, solah-sau-athara bhasha, che-hazar-char-sau jaatiyan aur che dharm hone ke bawajood … Hindustan ek hai
by Kamaal Rashid Khan
in Patriotism
tagged as: Patriotism, Religion & God

~~ ~~
5) Aulad pehda hote hi mar jaye toh ek dukh … jawan hoke mare toh dugna dukh … aur agar aulad tere jaisi nalayak pehda ho jaye … toh zindagi bhar ka dukh
by Ranjeet
in Sadness
tagged as: Life, Sadness

~~ ~~
6) Har roz lakhon hazaron phool khilte hai … magar koi bhi phool apni marzi se kisi ke arthi par chadne ke liye nahi khilta
by Kamaal Rashid Khan
in Flowers & Trees
tagged as: Flowers & Trees

~~ ~~
7) Jis ghar ka jawaan beta aadhi raat tak bahar rahe … us ghar ke bade buzurgon ki aankhen bhi bahar hi rehti hai
by Avtar Gill
in House
tagged as: Drama, House

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Deshdrohi (2008), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *