Gangs of Wasseypur (2012) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Gangs of Wasseypur 2012 Information of Bollywood movie Gangs of Wasseypur (2012)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Gangs of Wasseypur released in year 2012.

Genre Action, Adult, Crime, Thriller

Persons
Actor
Manoj Bajpai, Richa Chadda, Tigmanshu Dhulia, Nawazuddin Siddiqui, Reema Sen, Huma Qureshi, Piyush Mishra, Jameel Khan, Jaideep Ahlawat, Pankaj Tripathi, Vipin Sharma, Vineet Kumar Singh, Satyakam Anand, Anurita Jha, Pramod Pathak, Harish Khanna, Yashpal Sharma
Director
Anurag Kashyap
Producer
Atul Shukla, Anurag Kashyap, Sunil Bohra
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Aad chahe jitna bada ho jaye … laad ke neeche hi rehta hai
by Manoj Bajpai
in Adult
tagged as: Adult

~~ ~~
2) Yahan kabootar bhi ek pankh se udhta hai … aur doosre se apna izzat bachata hai
by Pankaj Tripathi
in Animals & Birds
tagged as: Adult, Animals & Birds, Comedy

~~ ~~
3) Itna goli maarte … ki aapka driver bhi khali khoka bech bechkar rayees ban jaata
by Manoj Bajpai
in Action
tagged as: Action, Comedy

~~ ~~
4) Keh ke lenge uski
by Manoj Bajpai
in Action
tagged as: Action, Rowdyism

~~ ~~
5) Na koi kisi ka raqeeb hota hai … na koi kisi ka habeeb hota hai … khuda ki rehmat se ban jaate hai rishtey, jahan jiska naseeb hota hai
by Tigmanshu Dhulia
in Shayari
tagged as: Drama, Luck & Destiny, Shayari

~~ ~~
6) Gareebi todh deti hai joh rishtey khak hote hai … aur paraye apne hote hai jab paise paas hote hai
in Shayari
tagged as: Drama, Money, Shayari

~~ ~~
7) Khana khao, taqat aayega … bahar jaake beizzati mat karana
by Richa Chadda
in Adult
tagged as: Adult, Comedy, Food & Drinks

~~ ~~
8) Kabhi chahane se hum zindagi dete hai aur kabhi bhool se … lekin maut hamesha hamari khud ki chuk se hoti hai
in Life
tagged as: Death, Drama, Life

~~ ~~
9) Insaan joh hai bas do nasal ke hote hai … ek hote hai haraami aur doosre bewakoof
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
10) Zara soongh ke batao Mantriji nashta mein ka khaye hai
by Manoj Bajpai
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks, Politics

~~ ~~
11) Har yaar wafaadar nahi hota … har patthar chamakdar nahi hota … na jaane bal mein kitne phool khile hai … har phool khusboodar nahi hota
in Shayari
tagged as: Flowers & Trees, Friendship, Shayari

~~ ~~
12) Bade log apna naam bhool jaate the … lekin apni zameen apna samaan nahi
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
13) Tumko yaad kar karke haath dukh gaya hamara
by Nawazuddin Siddiqui
in Adult
tagged as: Adult, Comedy

~~ ~~
14) Hindustan mein jab tak cinema hai … log chutiye bante rahenge
by Tigmanshu Dhulia
in Adult
tagged as: Adult, Comedy

~~ ~~
15) Yeh dhande mein do cheezo pe kabhi bharosa nahi karna chahiye … ek toh khud se pehda hone waale khauf pe … aur doosra kisi ke saath pe
by Nawazuddin Siddiqui
in Rowdyism
tagged as: Business, Drama, Rowdyism

~~ ~~
16) Beta tumse nah ho payega
by Tigmanshu Dhulia
in Comedy
tagged as: Comedy, Parents

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Gangs of Wasseypur (2012), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *