Information of Bollywood movie Himmatwala (2013)
Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Himmatwala released in year 2013.
Genre Action, Comedy
Persons
Actor
Ajay Devgan, Tamannaah Bhatia, Paresh Rawal, Mahesh Manjrekar
Director
Sajid Khan
Producer
Vashu Bhagnani, Siddharth Roy Kapur
Music
Sajid Ali, Wajid Ali
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
Dialogues
1) Na main Dilli waala, na main CBI waala … ek behen ka bhai, ek maa ka beta … himmatwala!
by Ajay Devgan
in Shayari
tagged as: Courage, Family, Shayari
~~ ~~
2) Maa Sherawali ka haath hai mujhpar … chahe saikadon dushman aa jaye zameen par … ek ek ko zinda ghaad dega yeh himmatwala … yahinpar
by Ajay Devgan
in Action
tagged as: Action, Enemy, Religion & God
~~ ~~
3) Kasam hai mujhe apni maa aur apni behen ki … teri zindagi ki maa behen kar doonga
by Ajay Devgan
in Action
tagged as: Action, Family, Life
~~ ~~
4) Sare kagazat mujhe chahiye do din mein … kyun ki teesra tum logon ka chautha hoga
by Ajay Devgan
in Death
tagged as: Death, Drama
~~ ~~
5) Izzat aur jaan do aaisi cheezein hai … joh ek baar chali gayi toh vapas nahi aati
by Ajay Devgan
in Life
tagged as: Drama, Life
~~ ~~
6) Jaise ek roti ki ahmiyat ek bhookha jaanta hai … zindagi ki ahmiyat ek marne waala jaanta hai … vaise hi maa ki ahmiyat sirf ek anaath hi jaan sakta hai
by Ajay Devgan
in Food & Drinks
tagged as: Food & Drinks, Life, Parents
~~ ~~
7) Ek hi reet sada chali aayi … under the table upar ki malai
by Paresh Rawal
in Shayari
tagged as: Comedy, Money, Shayari
~~ ~~
8) Aasoon ki keemat tab pata chalti hai … jab khud ki aankhon se bahe
by Zarina Wahab
in Sadness
tagged as: Drama, Sadness
~~ ~~
9) Laaton ke bhoot jab nahi maane baat … toh kheench ke dedo unke bum pe laat
by Ajay Devgan
in Shayari
tagged as: Action, Comedy, Shayari
~~ ~~
10) Haath mein rakhiye note … with a smile on your honth
by Paresh Rawal
in Money
tagged as: Comedy, Money
~~ ~~
11) Duniya waalo mujhe na dikhao aaina … nahi toh main bolonga ‘Made In China’
by Paresh Rawal
in Shayari
tagged as: City & Places, Comedy, Shayari
~~ ~~
12) Yeh panvati laya, main unnati laonga … yeh katauti laya, main pragati laonga … yeh durgati laya, main garbhvati laonga
by Ajay Devgan
in Comedy
tagged as: Comedy, Luck & Destiny
~~ ~~
13) Mujhe maaf karde … mere paap ke kachre ko apne imaandari ke jhadu se saaf karde
by Paresh Rawal
in Truth & Honesty
tagged as: Comedy, Truth & Honesty
~~ ~~
14) Mujhe ulloo banao … ulloo samjho mat
by Mahesh Manjrekar
in Comedy
tagged as: Comedy
~~ ~~
15) Badkismati toh hamari behen, bahu, betiyon ki hai … is desh mein janam lene se pehle kok mein jaan ka khatra … aur janam lene ke baad izzat ka … magar aaj ke baad aaisa nahi hone waala … kyun ki jab jab kisi aurat par zulm hoga … tab tab har insaan banega himmatwaala
by Ajay Devgan
in Women
tagged as: Courage, Drama, Women
~~ ~~
16) Dooriyan jab badti hai … toh nazdeekiyan bhi phir utni hi ghatti hai
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
17) Usse itna rula … ki woh hasna bhool jaye
by Zarina Wahab
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
18) Pehle toh woh khada tha Gandhi ki tarah … phir mujhe jhad diya aandhi ki tarah … aur yeh tumhare pehalwan sab gir gaye maachis ki kaandhi ki tarah
by Paresh Rawal
in Action
tagged as: Action, Comedy
~~ ~~
19) Agar tum logon ne dikhaye tevar … toh teri beti kuvaari maa forever
by Ajay Devgan
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari
~~ ~~
20) Kerala ke karele se Bareilly ki barfi banta ja raha hai tu
by Paresh Rawal
in Food & Drinks
tagged as: City & Places, Comedy, Food & Drinks
~~ ~~
21) Purane khandar ki giri hui deewar pe tangi hui badsurat tasveer ke peeche chupi hui gadni chipkali ki phad-phadati pooch pe lehrati hui cheenti
by Paresh Rawal
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Comedy
~~ ~~
22) Itihaas ki ek bahut buri aadat hai … woh kabhi na kabhi phir se daurati zaroor hai
by Ajay Devgan
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
23) Gareeb ke paas sirf do hi cheezein hoti hai … sar par izzat ki pagdi aur pairon mein mehnat ki chappal … aur jab sar ki pagdi uchalti hai toh pairon ki chappal haath mein aa jaati hai
by Ajay Devgan
in Drama
tagged as: Clothes & Shoes, Drama
~~ ~~
24) Yeh haath hai ki hathoda … keedon ki basti mein kaunsa aa gaya makauda
by Paresh Rawal
in Shayari
tagged as: Animals & Birds, Comedy, Shayari
~~ ~~
25) Sher din mein athra ghante soota hai … lekin jab jaagta hai tab sabko sula deta hai
by Mahesh Manjrekar
in Animals & Birds
tagged as: Action, Animals & Birds
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Himmatwala (2013), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply