Dirty Politics (2015) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Dirty Politics 2015 Information of Bollywood movie Dirty Politics (2015)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Dirty Politics released in year 2015.

Genre Drama, Society

Persons
Actor
Naseeruddin Shah, Mallika Sherawat, Jackie Shroff, Anupam Kher, Om Puri, Ashutosh Rana, Rajpal Yadav, Sunil Pal, Sushant Singh
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Pahad ki choti se girke bach sakte hai aap … lekin ghagre ki chapet mein aake bachna mushkil hai
by Ashutosh Rana
in Adult
tagged as: Adult, Drama

~~ ~~
2) Aasunyon se keh do ab aankhon se behna chhod de … in labon se keh do ab khamosh rehna chhod de … apni chingari ki loh ko jalao doston … dil mein joh barood hai usse jalao doston
by Mallika Sherawat
in Poem
tagged as: Inspiration, Poem

~~ ~~
3) Jin logon ko sar uthakar jeene ki aadat hoti hai … unhe kabhi kabhi bhagwan ke darbar mein sar jhuka lena chahiye
by Anupam Kher
in Religion & God
tagged as: Religion & God

~~ ~~
4) Ek masoom aadmi neta ke liye apni jaan dene ko tayaar hota hai … lekin azaadi ke baad aaj tak kya kisi neta ne apne ek aam aadmi ke liye jaan di hai?
by Anupam Kher
in Politics
tagged as: Inspiration, Life, Politics

~~ ~~
5) Na Sikh, na Isai, na Hindu, na Musalman … sirf insaan
by Jackie Shroff
in Religion & God
tagged as: Inspiration, Religion & God

~~ ~~
6) Rajneeti note chaapne ki machine hai
by Ashutosh Rana
in Politics
tagged as: Money, Politics

~~ ~~
7) Treta mein chaas mile aur Dvapar mein ghee … Kalyug mein chai mile so bana banake pee
by Ashutosh Rana
in Shayari
tagged as: Food & Drinks, Shayari

~~ ~~
8) Hum jaison ke marne pe hazaaron saikadon log kanda dene aayenge … aur aap jaise bikau police waale ki arthi uthane ke liye chaar log bhaade pe bulane padenge
by Naseeruddin Shah
in Police
tagged as: Drama, Police

~~ ~~
9) Nanga aadmi aur dhakki hui lal batti … inki izzat nahi hoti
by Ashutosh Rana
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
10) Ghodi jab race mein daudti hai na toh beech raaste mein nahi rukti … manzil tak daudti hai … chahe phir woh race jeete ya hare
by Mallika Sherawat
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Defeat & Failure, Victory & Success

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Dirty Politics (2015), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *