Leader (1964) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Leader 1964 Information of Bollywood movie Leader (1964)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Leader released in year 1964.

Persons
Actor
Dilip Kumar, Vyjayanthimala
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Meri haseen mehfil mein, ishq patthar hai aur kuch bhi nahi … apne nagamo se zindagi de isse, ya mitta apni zindagi bhi yaheen
in Shayari
tagged as: Life, Music, Shayari

~~ ~~
2) Aye haseen aasman ki malika, mera dildar mujhko lauta de … tujhko apni nazakaton ki kasam, tu mera pyar mujhko lauta de
by Vyjayanthimala
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
3) Zindagi ka kya bharosa hai … kaun jaanta hai kab maut kis darwaze se dhakil hoti hai … kab in chalti hui saanson ka silsila toot jaata hai
in Life
tagged as: Death, Life

~~ ~~
4) Charon taraf dekhte hai toh har baat mein khot aur milavat … nal ka pani pejiye toh us mein dawai ki milavat hai, saans lijiye toh hawa mein millon ke dhuan ki milavat hai, agar khana khaiye toh roti ke aate mein mitti ki milavat hai … charon taraf har baat mein jhoot hai … dua mein, salaam mein, pyar mein, nafrat mein, gusse mein … sab mein jhoot hai
by Dilip Kumar
in Lies & Cheating
tagged as: Food & Drinks, Lies & Cheating

~~ ~~
5) Jeet inki nahi hogi, jeet janta ki hogi … jeet is jhoot ki nahi hogi, jeet sachai ki hogi … jeet in khooniyon ki nahi hogi, jeet hum begunahon ke khoon ki hogi
by Dilip Kumar
in Victory & Success
tagged as: Lies & Cheating, Truth & Honesty, Victory & Success

~~ ~~
6) Doobti hui kashti mein bhaagne waale kabhi sahil ka mooh tak nahi dekhte
by Dilip Kumar
in Transportation
tagged as: Inspiration, Transportation

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Leader (1964), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *