Tum Haseen Main Jawaan (1970) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Tum Haseen Main Jawaan 1970 Information of Bollywood movie Tum Haseen Main Jawaan (1970)

Details on Dialogues from Bollywood movie Tum Haseen Main Jawaan released in year 1970.

Genre Romance

Dialogues
1) Bhagwan ki bhi kya leela hai … kisse kiska saath kahan chhuda deta hai aur kahan mila deta hai
by Iftekhar
in Religion & God
tagged as: Religion & God

~~ ~~
2) Tumhe dekhte hi mere dil ka diwala aaisa nikal gaya hai jaise kisi satodiya ka nikal jaata hai … aur mere jeevan ka karobar poora beh gaya hai … yeh tabhi chalega jab tum apne prem ka finance mujhe dogi
by Dhumal
in Comedy
tagged as: Business, Comedy, Romance

~~ ~~
3) Haath bhi diya, zubaan bhi di, dil bhi diya … ab haath chhodana nahi, zubaan se phirna nahi, dil todna nahi
by Dharmendra
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
4) Tumhe dekhne ke pehle mera dil is aaine ki tarah bilkul kora tha … jabse tumko dekh liya tumhari tasveer is dil ne kheench li
by Dhumal
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
5) Bhagwan aur chahe kuch banaye … par aadmi ko pagal na banaye
by Rajendra Nath
in Religion & God
tagged as: Comedy, Religion & God

~~ ~~
6) Ladkiyan do tarah ki hoti hai … ek tumhare jaisi jiske aate hi ghar mein ujala ho jaata hai … aur doosri woh jiske jaate hi ghar mein diwala ho jaata hai
in House
tagged as: House, Women

~~ ~~
7) Yeh badi badi aankhen, yeh rasile honth, yeh gora gora rang … jism hai ki samundar ki leheren … yahan uthti hui, yahan girti hui, yahan uthti hui, yahan girti hui … jee chahta hai bas dekhta hi rahoon
by Dharmendra
in Adult
tagged as: Adult, Comedy

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Tum Haseen Main Jawaan (1970), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *