Anand (1971) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Anand 1971 Information of Bollywood movie Anand (1971)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Anand released in year 1971.

Genre Drama

Persons
Actor
Rajesh Khanna, Amitabh Bachchan, Sumita Sanyal, Johnny Walker, Asit Sen, Lalita Pawar, Dara Singh, Ramesh Deo, Seema Deo, Lalita Kumari, Brahm Bhardwaj, Atma Prakash, Durga Khote
Director
Hrishikesh Mukherjee
Executive Producer
Romu N Sippy
Music
Salil Choudhury
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Babumushoi, zindagi badi honi chahiye … lambi nahin
by Rajesh Khanna
in Inspiration
tagged as: Inspiration, Life

~~ ~~
2) Babumushoi, zindagi aur maut upar waale ke haath hai … usse na toh aap badal sakte hai na main … hum sab to rangmanch ki kathputliyan hai jinki dor upar waale ki ungliyon mein bandhi hai
by Rajesh Khanna
in Life
tagged as: Death, Drama, Life

~~ ~~
3) Jab tak zinda hoon tab tak mara nahi … jab mar gaya sala main hi nahi
by Rajesh Khanna
in Death
tagged as: Death, Inspiration

~~ ~~
4) Hum aane waale gham ko kheench taan kar aaj ki khushi pe le aate hai … aur us khushi mein zehar ghol dete hai
by Rajesh Khanna
in Happiness
tagged as: Happiness, Sadness

~~ ~~
5) Kab, kaun, kaise uthega … yeh koi nahin bata sakta hai
by Rajesh Khanna
in Death
tagged as: Death

~~ ~~
6) Maut toh ek pal hai
by Rajesh Khanna
in Death
tagged as: Death

~~ ~~
7) Jeena toh Bambai mein … marna toh Bambai mein
by Rajesh Khanna
in City & Places
tagged as: City & Places

~~ ~~
8) Yeh bhi toh nahi keh sakta … meri umar tujhe lag jaye
by Rajesh Khanna
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
9) Anand mara nahi, Anand marte nahi
by Amitabh Bachchan
in Death
tagged as: Death, Drama

~~ ~~
10) Maanta hoon ki zindagi ki taqat maut se zyada bhadi hai … lekin yeh zindagi kya maut se bhattar nahi
by Amitabh Bachchan
in Life
tagged as: Death, Drama, Life

~~ ~~
11) Marte marte chela guru ko jeena sikha gaya
by Johnny Walker
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
12) Aaj tak tum bolte aaye aur main sunta aaya … aaj main bolonga aur tum sunoge
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
13) Maut tu ek kavita hai … mujhse ek kavita ka vaada hai milegi mujhko … doobti nabzon mein jab dard ko neend aane lage … zard sa chehra liye chaand ufak tak pahunche … din abhi paani mein ho raat kinaare ke kareeb … na andhera, na ujala ho … na abhi raat, na din … jism jab khatam ho aur rooh ko jab saans aaye … mujhse ek kavita ka vaada hai milegi mujhko
by Amitabh Bachchan
in Poem
tagged as: Death, Poem

~~ ~~
14) Hum sab rangmanch ki kathputliyan hain jinki dor uparwale ki ungliyon se bandhi hui hai. Kab kaun uthega koi nahin bata sakta
by Rajesh Khanna
in Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Anand (1971), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *