Ek Nazar (1972) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Ek Nazar 1972 Information of Bollywood movie Ek Nazar (1972)

Details on Dialogues from Bollywood movie Ek Nazar released in year 1972.

Genre Romance

Dialogues
1) Dil aur daulat ka mel kabhi nahi hota hai
by Nadira
in Money
tagged as: Drama, Money

~~ ~~
2) Ishq ki duniya hoti hai mehboob ki ek nazar … aur woh nazar zamane bhar ke husn se zyada haseen hoti hai
by Amitabh Bachchan
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
3) Tu aaisa khatarnak keeda hai joh aurat ki kismat khata hai … tumhe maarna toh gunah nahi sawab hoga
by Jaya Bhaduri Bachchan
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Crime, Women

~~ ~~
4) Mere khamosh rehne se jiski maut hogi, uske saath sirf main maroonga … magar mere bolne se jiski maut hogi, uske saath bahut log mar jayenge
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
5) Insaan hona hi sabse oonchi zaat hai, sabse bada dharam, sabse nek mazhab
by Amitabh Bachchan
in Inspiration
tagged as: Inspiration, Religion & God

~~ ~~
6) Nasha sharaab mein nahi hota bewakoof … varna paimaane nachte
by Sudhir
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks

~~ ~~
7) Sach ko chupana ek bahut bada jurm hai … duniya ka koi logic, insaan ka koi jazba is jurm ko justify nahi karta
by Raza Murad
in Crime
tagged as: Crime, Drama, Truth & Honesty

~~ ~~
8) Dilon mein agar sachchai na hoti … toh mohabbat mein deewangi nahi hoti
by Amitabh Bachchan
in Truth & Honesty
tagged as: Romance, Truth & Honesty

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Ek Nazar (1972), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *