Gora Aur Kala (1972) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Gora Aur Kala 1972 Information of Bollywood movie Gora Aur Kala (1972)

Details on Dialogues from Bollywood movie Gora Aur Kala released in year 1972.

Genre Action

Dialogues
1) Sau baar jahannam mein jalana ya rab … jee chahe toh phansi pe chadana ya rab … mashooq kahe humko buzurg … woh din na dikhana ya rab
by Rajendra Kumar
in Shayari
tagged as: Death, Religion & God, Shayari

~~ ~~
2) Zindagi mein yahi tamanna bhi thi hamari … ki jab bhi pyar karenge ya toh taaron ki chaon mein ya talwaron ke saaye mein
by Rajendra Kumar
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
3) Hamari shayari mein apne husn ka rang bhar do … hamari awaaz ko apni adaon ka saaz do … hamare tassavur ko zindagi bhaksh do
by Rajendra Kumar
in Poem
tagged as: Music, Poem, Romance

~~ ~~
4) Baaghi kamzor ho toh usse phansi ka takhta milta hai aur taqatwar ho toh takht milta hai
by Prem Chopra
in Death
tagged as: Death, Royal

~~ ~~
5) Ya rab tu apni jannat ko rehne de apne paas … humne zameen pe kar liya jannat ka nazara
by Rajendra Kumar
in Shayari
tagged as: Religion & God, Shayari

~~ ~~
6) Talwar zulm karne ke liye bhi uthti hai aur zulm rokne ke liye bhi … joh zulm rokne ke liye talwar ko uthta hai wohi bada kaam karta hai
by Prem Nath
in Inspiration
tagged as: Action, Inspiration

~~ ~~
7) Maa ki mamta ko maut ke thapadhe bhi nahi badal sakte
by Sulochana Latkar
in Parents
tagged as: Death, Parents

~~ ~~
8) Joh doosron ke liye zehar gholta hai … usse khud bhi zehar peena padta hai
by Prem Chopra
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
9) Tohe neend kaise aave hai re moore neend ki dushman … yahan toh har raat kaali nagin bankar aave hai, dasse hai, jaan mein zehar gholke chali jaave hai
by Rekha
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Life

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Gora Aur Kala (1972), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *