Nirdosh (1973) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Nirdosh 1973 Information of Bollywood movie Nirdosh (1973)

Details on Dialogues from Bollywood movie Nirdosh released in year 1973.

Genre Drama

Dialogues
1) Sari duniya bhi joh thukraye toh kya hota hai … jiska koi nahi hota uska khuda hota hai
by Sujit Kumar
in Shayari
tagged as: Religion & God, Shayari, World & Universe

~~ ~~
2) Pyar ki maar bahut buri maar hoti hai … aadmi jeete jee mar jaata hai
by Vinod Mehra
in Romance
tagged as: Drama, Romance

~~ ~~
3) Aurat ko apni jaan se zyada apni aabru azeez hoti hai … aur apni pavitrata ki raksha ke liye aurat jaan de sakti hai aur jaan le sakti hai
by Vinod Mehra
in Women
tagged as: Life, Women

~~ ~~
4) Aurat ki aabru jab luttati toh uske kaleje mein aag lagti hai … aur woh aag us waqt tak nahi bhujti … jab tak woh apna inteqam na lele
in Women
tagged as: Revenge, Women

~~ ~~
5) Joh bhi aaya hai tere paas baitha chahe … hum kahan tak tere pehlu se sarakte jaaye
by Sujit Kumar
in Shayari
tagged as: Shayari

~~ ~~
6) Joh main paaon apne piya ko, aakhiyan mein rakh loon … na main dekhoon koi ore, na toku dekhan doon
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
7) Mitt gaye jiske liye naam tak uska na liya … kaash is baat ki usko bhi khabar ho jaati
by Sujit Kumar
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Nirdosh (1973), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *