Information of Bollywood movie Ganga Ki Saugandh (1978)
Details on Dialogues from Bollywood movie Ganga Ki Saugandh released in year 1978.
Dialogues
1) Zulm karne waala bhi paapi … aur zulm sehne waala bhi paapi
by Pran
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
2) Aaj hum teri jawani se zaroor khelenge
by Amjad Khan
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
3) Bhagwan ki dharti bahut badi hai … aur insaan ke kadam bahut chote
by Pran
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
4) Aaj tune aag mein haath daala hai
by Amjad Khan
in Action
tagged as: Action
~~ ~~
5) Agar tum mere tukde tukde bhi kar doo … phir bhi mera har tukda haq ki aawaaz dega
by Pran
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
6) Zaalim ka zulm jaan le sakta hai … lekin haq ki awaaz ko nahi daba sakta
by Pran
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
7) Lala ka byaz … paapi ki umar ki tarah badhta hi chala ja raha hai
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
8) Jeevan ke saath itna prem na karo … varna marte samay bahut dukh hoga
by Pran
in Life
tagged as: Drama, Life
~~ ~~
9) Zulm ki tahani kabhi phalti nahi … nav kagaz ki sada chalti nahi
by Pran
in Shayari
tagged as: Drama, Shayari
~~ ~~
10) Agar mera beta marr gaya … toh teri is dharti par mere bete ki maut nahi … sachchai aur nyay ki maut hogi
in Death
tagged as: Death, Drama, Truth & Honesty
~~ ~~
11) Zindagi mein tune jitne paap kiye hai … aaj main tujhe utne hi zakhm dunga
by Amitabh Bachchan
in Action
tagged as: Action, Life
~~ ~~
12) Dard-e-dil ke vaaste pehda kiya insaan ko … varna puja ke liye farishtey kam na the bhagwan ko
by Pran
in Shayari
tagged as: Drama, Religion & God, Shayari
~~ ~~
13) Bhagwan ne har shaitaan ke liye ek devta banaya hai
by Amitabh Bachchan
in Religion & God
tagged as: Drama, Religion & God
~~ ~~
14) Kitni oonchi baat kahi hai aapne … mann pavitra ho gaya
by Pran
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
15) Ek baar mann ko saaf kar lo … bar bar snaan nahi karna padega
by Pran
in Comedy
tagged as: Comedy
~~ ~~
16) Ek hi saf mein khade ho gaye mahmood-o-ayaz … na koi banda raha aur na koi banda-nawaz
in Shayari
tagged as: Drama, Royal, Shayari
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Ganga Ki Saugandh (1978), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply