Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Main Tulsi Tere Aangan Ki 1978 Information of Bollywood movie Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Main Tulsi Tere Aangan Ki released in year 1978.

Genre Drama

Persons
Actor
Nutan Behl, Asha Parekh, Vinod Khanna
Director
Raj Khosla
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Zindagi sirf beete hue dino ki yaad nahi hai … zindagi yahan hai, abhi hai … isse jeena seekho, iski izzat karna seekho
by Vijay Anand
in Life
tagged as: Inspiration, Life

~~ ~~
2) Mehmaan apni khushi se aate zaroor hai … lekin jaate ghar waalon ki marzi se hai
by Vijay Anand
in Guest
tagged as: Guest, House

~~ ~~
3) Pyar ki mithaas hamesha theek hoti hai … na kam, na zyada
by Asha Parekh
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
4) Har vaishya mein ek aurat bhi hoti hai … jise na jeene ka mauka milta hai, na marne ka
by Asha Parekh
in Women
tagged as: Drama, Women

~~ ~~
5) Main tumhari parchai nahi ke halaat ke andhere mein tumhe chhodkar … roshni dhoondti hui kahin aur chali jaon
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
6) Zindagi ki kuch baatein itni khoobsurat hoti hai … joh waqt se pehle nahi batayi ja sakti hai
by Nutan Behl
in Time
tagged as: Drama, Time

~~ ~~
7) Jis ladki se pyar karta hoon usse shaadi nahi kar saka … aur jisse shaadi ki hai usse pyar nahi
by Vijay Anand
in Marriage & Wedding
tagged as: Drama, Marriage & Wedding

~~ ~~
8) Duniya ki koi maut pyar ki zindagi se zyada khubsoorat nahi
by Vijay Anand
in Death
tagged as: Death, Life, Romance

~~ ~~
9) Ab aisa lagta hai jaise main koi aadmi nahi, ek laawaris deewar hoon … jis par har aane jaane waala thook deta hai, gaali likh deta hai
by Vinod Khanna
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
10) Tu sharaab ki botal hai … tujhe peekar log apne aap aur apne khandan ko gaaliyan dete hai
by Nutan Behl
in Food & Drinks
tagged as: Drama, Family, Food & Drinks

~~ ~~
11) Bade log badtameezi bhi karte hai toh badi hi … choti nahi
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
12) Kal ki vaishya aaj kisi shareef ghar ki bahu nahi ban sakti
by Asha Parekh
in House
tagged as: Drama, House

~~ ~~
13) Rajput apni baat rakhne ke liye mushkil hi nahi … namumkin cheezen karne ke liye mashoor hai
by Vijay Anand
in Royal
tagged as: Royal

~~ ~~
14) Prem toh ek badal ki tarah hai joh achanak aa jaata hai, achanak baras jaata hai … aur chand nikal aata hai
by Vijay Anand
in Romance
tagged as: Romance, Weather

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *