Information of Bollywood movie Muqaddar Ka Sikander (1978)
Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Muqaddar Ka Sikander released in year 1978.
Genre Drama, Romance
Persons
Actor
Amitabh Bachchan, Vinod Khanna, Rakhee Gulzar, Rekha
Director
Prakash Mehra
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
Dialogues
1) Zindagi mein log mohabbat ke sahare jeete hai … main aapki nafrat ke sahare jeeonga
by Amitabh Bachchan
in Romance
tagged as: Life, Romance
~~ ~~
2) Zinda hai woh log joh maut se takrate hai … murdon se bhattar hai woh log joh maut se gabrate hai
by Kader Khan
in Shayari
tagged as: Death, Inspiration, Shayari
~~ ~~
3) Sukh toh bewafa hai … chand dino ke liye aata hai aur chala jaata hai
by Kader Khan
in Happiness
tagged as: Happiness
~~ ~~
4) Izzat woh daulat hai … joh ek baar chali gayi toh phir kabhi haasil nahi ki ja sakti
by Vinod Khanna
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
5) Zindagi ka agar sahi lufz uthana hai na … toh maut se khelo
by Kader Khan
in Life
tagged as: Death, Life
~~ ~~
6) Agar nazarein khoobsurat ho … toh har cheez khoobsurat lagti hai
by Vinod Khanna
in Romance
tagged as: Romance
~~ ~~
7) Pyar mein woh gehrai hai … jiske samne samundar bhi qatra malum hota hai … pyar karne waalon ka dil itna bada hota hai … ki sari kainath bhi uske samne zharra malum hoti hai
by Vinod Khanna
in Romance
tagged as: Romance, World & Universe
~~ ~~
8) Taqdeer hi ki baat hai … kuch logon ko umeed nahi hoti aur unhe khoya hua pyar mil jaata hai … kuch log umeed lagaye behte hote hai aur unhe pyar milne se pehle hi kho jaata hai
by Rekha
in Luck & Destiny
tagged as: Luck & Destiny, Romance
~~ ~~
9) Na maut aati hai, na tum aati ho … par Zohra Bai tum bahut achcha gaati ho
by Amitabh Bachchan
in Shayari
tagged as: Comedy, Death, Shayari
~~ ~~
10) Talwar ki ladai talwar se, pyar ki ladai pyar se, aur bekaar ki ladai sarkar se
by Vinod Khanna
in Job & Career
tagged as: Comedy, Government, Job & Career
~~ ~~
11) Aaisa diya aashirwad, ki teri chokri ka ghar ho gaya aabaad … aur tera sadaa ke liye barbaad
by Vinod Khanna
in House
tagged as: Comedy, House
~~ ~~
12) Abhi aaye, abhi behte, abhi daaman sambhala hai … tumhari jaun jaun ne hamara dum nikala hai
by Rekha
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari
~~ ~~
13) Makaan ooncha banane se … insaan ooncha thodi ho jaata hai
by Amitabh Bachchan
in House
tagged as: Drama, House
~~ ~~
14) Insaan joh nahi hai wohi dikhane ka dhong karta hai … joh shareef nahi hai woh sharafat ka dhong karta hai … buzdil bahadur hone ka dhong karta hai … dil mein lalach hota hai aur zabaan se mohabbat ka dhong karta hai … aur kabhi dil mein mohabbat hoti hai toh zabaan se anjaanepan ka dhong karta hai
by Rekha
in Drama
tagged as: Courage, Drama, Truth & Honesty
~~ ~~
15) Insaan ki mitti mein dhong mila hua hai … mitti ko dhong ke pani se hi ghoondkar, maalik ne insaan banaya hai
by Rekha
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
16) Aaj unke kadam is taraf kya aaye … lagta hai fiza mein bahaar aa gayi
by Rekha
in Romance
tagged as: Romance, Weather
~~ ~~
17) Tawaif ki zindagi kothe pe shuru hoti hai … aur kabristan mein khatam hoti hai
by Rekha
in Life
tagged as: Drama, Life
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Muqaddar Ka Sikander (1978), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply