Naya Daur (1978) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Naya Daur 1978 Information of Bollywood movie Naya Daur (1978)

Details on Dialogues from Bollywood movie Naya Daur released in year 1978.

Dialogues
1) Jab hamari dharti par raat utarti hai toh paap jaag uthta hai … insaan shaitan ka roop dharan kar leta hai … aur lagta hai shayad subah kabhi na ho
by Rishi Kapoor
in Horror
tagged as: Horror

~~ ~~
2) Zindagi ki university mein aaj tumhara pehla imtihan hai … agar pass ho gaye toh degree ki jagah maal hi maal hai … aur agar fail ho gaye toh inaam mein police ki goliyan ya jail
by Danny Denzongpa
in Life
tagged as: Life, Money, Police

~~ ~~
3) Kisi aadmi ki aukaat janane ke liye … uske jooton par hi ek nazar dalna kaafi hai
by Madan Puri
in Clothes & Shoes
tagged as: Clothes & Shoes

~~ ~~
4) Tumne is waqt aaise aadmi ka haath pakad rakha hai … jiske apne haathon mein sivah lakeeron aur kuch bhi nahi
by Rishi Kapoor
in Luck & Destiny
tagged as: Luck & Destiny

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Naya Daur (1978), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *