Guide (1965) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Guide 1965 Information of Bollywood movie Guide (1965)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Guide released in year 1965.

Genre Drama, Musical, Romance, Foreign

Persons
Actor
Dev Anand, Waheeda Rehman, Leela Chitnis, Anwar Hussain, Gajanan Jagirdar, Ulhas, Rashid Khan, Praveen Paul, Krishan Dhawan
Director
Vijay Anand
Assistant Director
Prabhuji Jasbir, Prem Prakash, Somnath Rangroo
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Na sukh hai, na dukh hai, na deen hai, na duniya, na insaan, na bhagwan … sirf main hoon, main hoon, main hoon, main … sirf main
by Dev Anand
in Drama
tagged as: Drama, Happiness, Sadness

~~ ~~
2) Lagta hai aaj har ichcha poori hogi … par mazaa dekho … aaj koi ichcha hi nahi rahi
by Dev Anand
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
3) Jab matlab se pyar hota hai … toh pyar se matlab nahi rehta
by Waheeda Rehman
in Romance
tagged as: Drama, Romance

~~ ~~
4) Jis jagah ko dekh kar parmatma ki yaad aaye … woh tirth kehlata hai … aur jis aadmi ke darshan se parmatma mein bhakti jage … woh Mahatma kehlata hai
by Dev Anand
in Religion & God
tagged as: Drama, Inspiration, Religion & God

~~ ~~
5) Maut ek khayal hai jaise zindagi ek khayal hai
by Dev Anand
in Death
tagged as: Death, Drama, Life

~~ ~~
6) Joh aadmi apne naseeb ko kosta rehta hai … uska naseeb bhi usko kosne lagte hai
by Dev Anand
in Luck & Destiny
tagged as: Drama, Luck & Destiny

~~ ~~
7) Kaam uska, naam tera
by Dev Anand
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
8) Dukh woh amrit hai jisse paap dhulte hai
in Sadness
tagged as: Sadness

~~ ~~
9) Gandi naali se nikla hua pani … kabhi Gangajal nahi ban sakta
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
10) Musibat aur zindagi ka kehte hai chitta tak ka saath rehta hai
by Dev Anand
in Life
tagged as: Drama, Life

~~ ~~
11) Yaad mein nasha karta hoon aur nashe mein yaad karta hoon
by Dev Anand
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks

~~ ~~
12) In logon ko mujhpe vishwas hai … aur ab mujhe inke vishwas pe vishwas hone laga hai
by Dev Anand
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
13) Main zubaan se lafzon ki tasveer khenchta hoon … atith toh sab dikhate hai, main kabhi kabhi bhavishya bhi dikhata hoon
by Dev Anand
in Shayari
tagged as: Shayari

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Guide (1965), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *