Nishana (1980) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Nishana 1980 Information of Bollywood movie Nishana (1980)

Details on Dialogues from Bollywood movie Nishana released in year 1980.

Dialogues
1) Insaan agar kisi baat ki umeed na rakhe toh na dil tootne ka afsoos hota hai … na baad mein behosh hota hai
by Utpal Dutt
in Sadness
tagged as: Sadness

~~ ~~
2) Ab toh baat hi baat hai, har taraf chandni raat hai, khushiyon ki barsaat hai, tera aur Kavita ka zindagi bhar ka saath hai, teri aane waali baraat hai, sari jaidaad apne haath hai … aye kabootar rone ki kya baat hai?
by Utpal Dutt
in Comedy
tagged as: Animals & Birds, Comedy, Happiness

~~ ~~
3) Teri tabiyat toh hamesha murghi ki tarah khauff ke ande diya karti hai
by Utpal Dutt
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Comedy

~~ ~~
4) Kismat hamare saath hai, uske haathon mein apna haath hai, chand chakori ki mulaqat hai, premi ko mili daulat ki saugat hai, lekin is baat mein bhi ek baat hai, shaadi ke baad main aapse poochunga daddy … aapki kya aukaat hai?
by Prem Chopra
in Comedy
tagged as: Comedy, Marriage & Wedding, Money

~~ ~~
5) Waqt aane par na dushman ko chhodna chahiye … na saanp ko dekhkar laathi ko todna chahiye
by Utpal Dutt
in Time
tagged as: Animals & Birds, Enemy, Time

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Nishana (1980), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *