Dard (1981) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Dard 1981 Information of Bollywood movie Dard (1981)

Details on Dialogues from Bollywood movie Dard released in year 1981.

Dialogues
1) Pyar toh bhagwan ka vardaan hai aur paisa insaan ka banaya hua zehar … zaada ho jaane par usse maar dalta hai
by Rajesh Khanna
in Money
tagged as: Money

~~ ~~
2) Pyar paise se nahi khareeda ja sakta … usse paane ke liye toh puja karni padti hai
by Rajesh Khanna
in Romance
tagged as: Money, Romance

~~ ~~
3) Koi bhi insaan janam se bura nahi hota … pyar ki kami, galat saathi aur bura mahool insaan ko gumrah kar dete hai
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
4) Ameer ameer hota hai, gareeb gareeb … yeh zindagi ke sikke ke do alag alag pehlu hai joh kabhi ek doosre se mil nahi sakte … zameen aur aasmaan sirf shayar ke khayalon mein milte hai
by Om Shivpuri
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
5) Duniya ki koi bhi sazaa khooni ko nahi badal sakti … khooni hamesha khooni hi rehta hai
by Rajesh Khanna
in Thief & Criminal
tagged as: Thief & Criminal

~~ ~~
6) Yehi ache aadmi ki nishaani hai … ke duniya chahe usse kaanton mein dhakel de … woh wahan bhi phool hi khilata hai
in Inspiration
tagged as: Flowers & Trees, Inspiration

~~ ~~
7) Rooh ko dard mila, dard ko aankhen na mili … tujhko mehsoos kiya hai, tujhe dekha toh nahi … dard ki raah se guzre toh zamana jaane … aap ka mujhse, mera aap se rishta kya hai
by Hema Malini
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Dard (1981), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *