Information of Bollywood movie Laawaris (1981)
Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Laawaris released in year 1981.
Genre Drama, Foreign
Persons
Actor
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Amjad Khan, Rakhee Gulzar, Suresh Oberoi, Raakhee Gulzar
Director
Prakash Mehra
Music
Kalyanji – Anandji
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
Dialogues
1) Aulad na ho dukh hota hai … aulad ho aur marr jaye bahut dukh hota hai … lekin aulad ho aur nalayak, toh bardaash nahi hota
by Amjad Khan
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
2) Aaj ya toh insaaf hoga … ya mamla saaf hoga
by Jeevan
in Law & Order
tagged as: Comedy, Law & Order
~~ ~~
3) Apne kiye ki sazaa toh har insaan ko bhugatni padti hai … lekin apna jurm kubool karne se, uski sazaa jhelna aasaan ho jaati hai
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama, Inspiration
~~ ~~
4) Apun jiske darwaze pe paon rakhta hai na … uske aakha department ka darwaza band ho jaata hai
by Amitabh Bachchan
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism
~~ ~~
5) Hum toh un logon mein se hai joh is duniya mein sirf shareer lekar pehda huye hai … hamari na toh taqdeer likhi jaati hai … na hi aasman mein hamare muqaddar ke sitare hote hai
by Amitabh Bachchan
in Luck & Destiny
tagged as: Drama, Luck & Destiny
~~ ~~
6) Apun kutte ki woh dum hai joh barah baras nalli mein daalke rakho … nalli tedhi ho jayegi … apun seedha nahi hoga
by Amitabh Bachchan
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Comedy
~~ ~~
7) Kabhi kabhi insaan apne paap ka ek chota sa paudha chhodkar bhaag jaata hai … lekin kismat us paudhe ko ek pedh banakar uske samne khada kar deti hai
by Amitabh Bachchan
in Luck & Destiny
tagged as: Drama, Flowers & Trees, Luck & Destiny
~~ ~~
8) Shareer par kodhe barsane se aatma ko koi farak nahi padta
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Laawaris (1981), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply