Taqdeer Ka Badshah (1982) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Taqdeer Ka Badshah 1982 Information of Bollywood movie Taqdeer Ka Badshah (1982)

Details on Dialogues from Bollywood movie Taqdeer Ka Badshah released in year 1982.

Dialogues
1) Yeh goli teri maut bhi ho sakti thi … lekin hum tujhe itni aasaan maut dekar apne inteqam ko halka nahi karna chahte
by Suresh Oberoi
in Revenge
tagged as: Action, Death, Revenge

~~ ~~
2) Main ki main ko chhod de … main na kisi ki hove … joh marzi bhagwan ki … woh tere sang sajoye
by Pran
in Inspiration
tagged as: Inspiration, Poem, Religion & God

~~ ~~
3) Shaastra sirf padhne aur sunane ke liye reh gaye hai … amal ke liye jis dharam aur karam ki zaroorat hai … usse insaan khud apne haathon se banata hai
by Pran
in Drama
tagged as: Drama, Education, Religion & God

~~ ~~
4) Maut ka ek waqt hota hai … na woh pal bar pehle aa sakti hai, na pal bar baad
by Pran
in Death
tagged as: Death, Time

~~ ~~
5) Kutte ke aage haddi aur gareeb ke aage paisa … jab daal diya jaata hai toh woh dumm hilane lagta hai
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Money

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Taqdeer Ka Badshah (1982), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *