Himmatwala (1983) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Himmatwala 1983 Information of Bollywood movie Himmatwala (1983)

Details on Dialogues from Bollywood movie Himmatwala released in year 1983.

Genre Drama

Dialogues
1) Tumhari yeh baat sunkar mera dil Hyderabad ki tarah aabad ho gaya
by Kader Khan
in City & Places
tagged as: City & Places, Comedy, Happiness

~~ ~~
2) Ladki toh pehda hi hoti hai zulm sehne ke liye
by Waheeda Rehman
in Women
tagged as: Women

~~ ~~
3) Aaj jahan fan latak raha hai … kal wahan meri laash latak rahi hogi
by Sridevi
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
4) Ek bakri hokar tune sher ki jabde mein haath daala hai
by Amjad Khan
in Animals & Birds
tagged as: Action, Animals & Birds

~~ ~~
5) Main tumhe Kashmir se baghakar, Jammu mein girakar, Delhi mein uthakar, Bhopal mein ghumakar, Madras mein nachakar, Kanyakumari mein thokar maarkar … Lanka ke samundar mein phek doonga
by Jeetendra
in City & Places
tagged as: City & Places, Comedy

~~ ~~
6) Ek toh waise teri shakal kharab hai, upar se royega aur manhus lagega
by Amjad Khan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
7) Maalik, aapke charno ki lagi hui dhool ko mera namaskar
by Kader Khan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
8) Mere raaste mein aane ki koshish mat karna, kadam kadam pe barood biccha hua hai … chithre udh jayenge tumhare … koi pehchaan nahi payega ke tumhare tudke hai ya ret ke zarre
by Amjad Khan
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
9) Noton ki seedi par chadkar aakash ko choone ki koshish mat karna, warna gir jaoge … itni chotein lagegi, ki agla janam lene ke baad bhi shareer zakhmi hoga
by Jeetendra
in Drama
tagged as: Drama, Life, Money

~~ ~~
10) Hum unlogo mein se nahin hai, joh saanp ka sar kuchalkar usse maar dalte hai … hum unlogo mein se hai, joh saanp ka sar pakad lete hai aur uske baad uske zehrile daanton ko nikaalkar … usse nachate hai aur paisa kamate hai
by Amjad Khan
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Drama, Money

~~ ~~
11) Tumhare paas na sharm hai na sharmane waala dil hai
by Jeetendra
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
12) Tum insaan nahin balki ek chalti phirti tijori ho … tumhare seene mein dil ki jagah noton ka bundle rakha hua hai
by Jeetendra
in Drama
tagged as: Drama, Money

~~ ~~
13) Kabhi kabhi toh lagta hai bhagwan bhi dhanwanon ki tarah gareebon ka saath nahi deta
by Jeetendra
in Drama
tagged as: Drama, Religion & God, Sadness

~~ ~~
14) Yeh coat aur pant kya pehen liya, apne aap ko Rajkot samajh behte? … humse uljhoge toh hum tumhe Pathankot bana denge yaad rakhna
by Kader Khan
in Clothes & Shoes
tagged as: City & Places, Clothes & Shoes, Comedy

~~ ~~
15) Bachche tumne sirf shehar ke college mein padai ki degree li hai … maine yeh duniya ke college mein tajurbe ki padai haasil ki hai
by Amjad Khan
in Education
tagged as: Drama, Education, World & Universe

~~ ~~
16) Thu thu thu … sharafat ki vardiyon mein kaise kaise baimaanon ne shareer apne chupa rakhe hai
by Amjad Khan
in Drama
tagged as: Drama, Lies & Cheating, Truth & Honesty

~~ ~~
17) Bhagwan sab kuch maaf kar sakta hai … lekin ghamand maaf nahi kar sakta
by Jeetendra
in Religion & God
tagged as: Drama, Religion & God

~~ ~~
18) Yeh Dilli ki parliament nahin hai, hamari parliament hai … yahan wahi aadmi bolega, jise hum sawaal poochenge
by Amjad Khan
in Rowdyism
tagged as: City & Places, Government, Rowdyism

~~ ~~
19) Joh koi hamare kanoon ke khilaaf bagavat karne ki koshish karta hai … toh hum usse bina phatak ki railway line par leta kar uski zindagi khatam kar dete hain
by Amjad Khan
in Law & Order
tagged as: Action, Law & Order

~~ ~~
20) Ek insaan ko koi haq nahi ki doosre insaan ko sazaa de … yeh ishwar ka kaam hai
by Satyendra Kapoor
in Drama
tagged as: Drama, Inspiration, Religion & God

~~ ~~
21) Maine jitni bhi taleem haasil ki, jitni bhi kitabein padhi hai … un kitabon ki likhayi meri maa ki mehnat ke pasine se likhi hui hai
by Jeetendra
in Education
tagged as: Drama, Education, Parents

~~ ~~
22) Joh hamari baat nahi maanta … main usse singh maarke Singapore bana deta hoon
by Kader Khan
in Comedy
tagged as: City & Places, Comedy

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Himmatwala (1983), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *