Raaj Tilak (1984) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Raaj Tilak 1984 Information of Bollywood movie Raaj Tilak (1984)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Raaj Tilak released in year 1984.

Genre Action, Drama

Persons
Actor
Dharmendra, Pran, Raaj Kumar, Sunil Dutt, Reena Roy
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Talwar woh hathyar hai joh dost ke haath mein ho toh usse badkar koi dost nahi … aur agar yahi talwar dushman ke haath lag jaye toh usse bura koi dushman nahi
by Raaj Kumar
in Friendship
tagged as: Enemy, Friendship

~~ ~~
2) Joh zanjeeron mein jakde hote hai woh hamesha gaddar nahi hote … aur joh oonchi kursiyon par behte hote hai woh hamesha wafaadar nahi hote
by Pran
in Lies & Cheating
tagged as: Lies & Cheating, Truth & Honesty

~~ ~~
3) Jinki ragon mein Rajputi khoon hota hai … unke jism par dushman ke diye hue ghaav toh hote hai … lekin unki talwar kafan ki tarah kori nahi hoti
by Ajit Khan
in Royal
tagged as: Enemy, Royal

~~ ~~
4) Ek sacha musalman wafaa ke naam par jaan tak kurbaan kar deta hai … magar gaddari ka taj pehenkar jee nahi sakta … chahe us mein Kohinoor ka heera hi kyun na jada ho
by Raaj Kumar
in Religion & God
tagged as: Religion & God

~~ ~~
5) Meri zindagi ek saaz ban gayi hai … aur iske har taar par sirf tumhare hi pyar ka geet gaya ja sakta hai
by Hema Malini
in Romance
tagged as: Life, Music, Romance

~~ ~~
6) Mera dil us mandir ki tarah hai jis mein ek baar joh murti bitha di jaati hai … zindagi bhar ussi ki pooja ki jaati hai
by Kamal Hassan
in Romance
tagged as: Religion & God, Romance

~~ ~~
7) Ujhde hue gulshan mein dekho aaj kaliyan khil gayi … ek ko chahte the hum aur do do mil gayi
by Kamal Hassan
in Shayari
tagged as: Flowers & Trees, Shayari

~~ ~~
8) Jisne mere bhai ka khoon bahaya hai … main usse uske khoon mein nehlake rakh doonga
by Dharmendra
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
9) Aapke liye main zehar ko dhood ki tarah pee sakta hoon … lekin apne khoon mein aapke liye dushmani ke keeday nahi paal sakta
by Raaj Kumar
in Enemy
tagged as: Enemy, Food & Drinks

~~ ~~
10) Rajput ladki apne pyar ko keemti heeron ki tarah dil ki tijori mein band karke rakhti hai … aur upar laga rehta hai sharam ka fauladi taala … joh kabhi tootta hai toh sirf maut ke hathodon se tootta hai
by Hema Malini
in Drama
tagged as: Death, Drama, Romance

~~ ~~
11) Sachai ki ek hi zaat hoti hai, ek hi nasal hoti hai … sachai darbar mein bhi wohi hoti hai, bazar mein bhi wohi hoti hai
by Hema Malini
in Truth & Honesty
tagged as: Truth & Honesty

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Raaj Tilak (1984), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *