Meri Jung (1985) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Meri Jung 1985 Information of Bollywood movie Meri Jung (1985)

Details on Dialogues from Bollywood movie Meri Jung released in year 1985.

Dialogues
1) Shatranj ke mohre wahi hai … magar baazi palat chuki hai
by Anil Kapoor
in Drama
tagged as: Drama, Sports & Games

~~ ~~
2) Kanoon ki talwar se kanoon ka hi khoon kiya tumne
by A. K. Hangal
in Law & Order
tagged as: Law & Order

~~ ~~
3) Kya main ek phool ki tarah khoobsurat ladki ko ek … ladki ki tarah khoobsurat phool de sakta hoon
by Javed Jaffrey
in Romance
tagged as: Flowers & Trees, Romance

~~ ~~
4) Jiske paas koi saboot ya gawah na ho … kya woh nirdosh nahi hota?
by Nutan Behl
in Law & Order
tagged as: Drama, Law & Order

~~ ~~
5) Jab gareeb ka dil roh uthta hai … toh apne hosh kho beheta hai
by Anil Kapoor
in Sadness
tagged as: Drama, Sadness

~~ ~~
6) Har ek aadmi ke saath kahi log hote hai phansi ke takhte par, koi akela nahi hota phansi ke takhte par … uske saath us phande par dum todhta hai uski biwi ka suhaag … uske bachon ka bhavishya … uske ghar mein basne waali ek ek khushi … uske aagan mein utarne waali ek ek kiran … sabko ek saath phansi ho jaati hai
by Anil Kapoor
in Drama
tagged as: Drama, Happiness, Law & Order

~~ ~~
7) Mujhe tumhari maut nahi, zindagi chahiye
by Anil Kapoor
in Death
tagged as: Death, Life

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Meri Jung (1985), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *