Naam (1986) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Naam 1986 Information of Bollywood movie Naam (1986)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Naam released in year 1986.

Persons
Actor
Sanjay Dutt, Kumar Gaurav
Director
Mahesh Bhatt
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Maa ke doodh ki ek boond bhi tumhare jism ke andar gayi hoti … toh ek aurat, ek maa ke liye tum aaisi ghatiya baat nahi karte
by Kumar Gaurav
in Parents
tagged as: Drama, Food & Drinks, Parents

~~ ~~
2) Jab insaan sachchai aur imaandari se nanga hota hai … toh logon ki nazar uske badan pe nahi … uski aatma pe jaati hai
by Kumar Gaurav
in Truth & Honesty
tagged as: Drama, Truth & Honesty

~~ ~~
3) Sach kabhi kabhi khoobsurat rishton ko todh deta hai
in Truth & Honesty
tagged as: Truth & Honesty

~~ ~~
4) Paisa imaandari ke saath bhi kamaya ja sakta hai … magar sirf itna … agar pet bhar gaya toh badan kapdon se khali rahega … aur agar kapdon se badan ko dhank liya toh bhook se pet khali
by Paresh Rawal
in Money
tagged as: Clothes & Shoes, Money, Truth & Honesty

~~ ~~
5) Roti, kapda aur makaan teeno cheezein imaandari ke saath ek saath … nahi milti
by Paresh Rawal
in Food & Drinks
tagged as: Clothes & Shoes, Food & Drinks, House

~~ ~~
6) Aadmi karz toh chuka sakta hai … lekin ehsaan nahi
by Kumar Gaurav
in Drama
tagged as: Drama, Money

~~ ~~
7) Zameer aur pet ki ladai mein, zameer sirf kitaabon mein jeetta hai … haqeeqat mein jeet pet ki hoti hai
by Kumar Gaurav
in Drama
tagged as: Drama, Victory & Success

~~ ~~
8) Jab Vicky ke panjon ki paanchon ungliyan judh jaati hai na … toh usse kehte hai mukka, Vicky ka mukka … aur jab yeh kisi ke jabre pe padta hai na … toh aaisa lagta hai ki Kapil Dev ka fulltoss woh bhi bagair helmet ke
by Sanjay Dutt
in Action
tagged as: Action, Sports & Games

~~ ~~
9) Yahan tum joh chahoge milega … nahi milega toh sirf bahar jaane ka raasta
by Paresh Rawal
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
10) Apno ke jaane ki taqleef zyada hoti hai … ya apno ke naa aane ki?
by Kumar Gaurav
in Drama
tagged as: Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Naam (1986), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *