Dadagiri (1987) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Dadagiri 1987 Information of Bollywood movie Dadagiri (1987)

Details on Dialogues from Bollywood movie Dadagiri released in year 1987.

Genre Action, Crime, Drama, Romance

Dialogues
1) Apan dada hai gareebon mein fakeeri ka … lafdebaazon mein vasooli ka … dada logon mein dadagiri ka
by Dharmendra
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~ ~~
2) Sau din chor ke toh ek din thanedaar ka … sau din zalim ke toh ek din mazloom ka
by Padmini Kolhapure
in Thief & Criminal
tagged as: Police, Thief & Criminal

~~ ~~
3) Saanp ke bil mein ghuskar zeharilay phanon se dushmani nahi lete … varna khoon ke saath zehar bhi dil mein ghus jayega
by Amrish Puri
in Enemy
tagged as: Animals & Birds, Enemy

~~ ~~
4) Agar aapne aainda hum mein aap kehkar nahi pukara … toh hum aapko aaisa girra hua shabd kehkar pukarenge … ki aap zindagi bhar apni hi nazaron se girre rahenge
by Padmini Kolhapure
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
5) Apna toh aaisa-hich hai … lade bagair apun zero aur ladke apun hero
by Govinda
in Rowdyism
tagged as: Action, Comedy, Rowdyism

~~ ~~
6) Log aasman se girkar bhi bach jaate hai … aur marne waale hawa ke jhaunke se girkar mar jaate hai
by Padmini Kolhapure
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
7) Main tolta pehle hoon aur bolta bad mein hoon
by Amrish Puri
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
8) Mujhe gaali do, mujhe maaro, chaho toh mere jism se khaal alag kardo … lekin mujhe apne rishtey se alag mat karo
by Amrish Puri
in Drama
tagged as: Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Dadagiri (1987), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *