Marte Dam Tak (1987) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Marte Dam Tak 1987 Information of Bollywood movie Marte Dam Tak (1987)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Marte Dam Tak released in year 1987.

Persons
Actor
Raaj Kumar, Govinda, Farha Naaz, Shakti Kapoor, Om Puri, Alok Nath, Paresh Rawal, Tej Sapru, Kulbhushan Kharbanda, Ashalata, Sudhir Dalvi, C.S. Dubey, Iftekhar, Nivedita Joshi Saraf, Shashi Kiran, Bandini Mishra, Asha Sharma
Director
Mehul Kumar
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Dada toh is duniya mein sirf do hain … ek upar waala aur doosre hum
by Raaj Kumar
in Rowdyism
tagged as: Religion & God, Rowdyism, World & Universe

~~ ~~
2) Hum tumhe aisi maut maarenge … tumhari aane waali nasalon ki neend bhi uss maut ke khauf se udh jayegi
by Raaj Kumar
in Action
tagged as: Action, Death

~~ ~~
3) Bootiyan nochne waala geedar … gala phadne se sher nahin ban jaata
by Raaj Kumar
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Comedy

~~ ~~
4) Zindagi mein agar kisi ne mere liye dua ki ho … toh woh bhi tujhe lag jaye
by Govinda
in Life
tagged as: Drama, Life

~~ ~~
5) Hum kutton se baat nahin karte!
by Raaj Kumar
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds

~~ ~~
6) Bazaar ke kisi sadak chaap darzi ko bulakar apne kafan ka maap de do
by Raaj Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
7) Suna hai Bambai shehar mein insaan aur haivaan … dono ko chupne ki jagah milti hai
by Farha Naaz
in City & Places
tagged as: City & Places

~~ ~~
8) Rana ki maut itni choti nahi … joh tumhari mutthi mein ho
by Raaj Kumar
in Death
tagged as: Action, Death

~~ ~~
9) Duniya mein mard lakh imaandar hoga toh sadak pe padhe hue pachaas yah sau rupaiy ki note chhod dega … lekin ek akeli, jawaan, anaath ladki ko koi nahi chhodta
by Farha Naaz
in Men
tagged as: Men, Money, Truth & Honesty

~~ ~~
10) Telephone uthakar khamosh rehna mardo ka kaam nahi hai
by Raaj Kumar
in Men
tagged as: Comedy, Men

~~ ~~
11) Badle ki aag woh pyas hai joh kisi doosre ke peene se nahi bhujti … aur toofan ko kisi aur sahare ki zaroorat nahi padhti
by Raaj Kumar
in Revenge
tagged as: Revenge, Weather

~~ ~~
12) Yeh toh sher ki guffa hai … yahan agar tumne karvat bhi li toh samjho maut ko bulava diya
by Raaj Kumar
in Action
tagged as: Action, Animals & Birds, Death

~~ ~~
13) Hum mein amiron ki taqat ka nahin … garibon ki kamzori ka ehsaas hai
by Raaj Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
14) Hamare kaan na nahin sun sakte … agar na sunle … toh hamare kaanon se angaray nikalne lagte hain
by Raaj Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
15) Hum uss sipahi ki tarah hai … jiske haath mein sirf mayan hai … talwar nahi
by Iftekhar
in War & Battle
tagged as: Action, War & Battle

~~ ~~
16) Rana karz aur farz dono ko … ek hi nazar se nibhata hai
by Raaj Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
17) Gunaah ke samundar ki koi bhi machli … tumhare jeevan ke pavitra nadi mein kabhi nahi aayegi
by Raaj Kumar
in Crime
tagged as: Crime, Drama, Life

~~ ~~
18) Seva, adarsh aur desh bhakti ki bhavna agar kitaabon mein hi bandh rahi … toh phir hamare desh ki hasti bhi duniya ke kagazi naksho mein reh jayegi
by Raaj Kumar
in Patriotism
tagged as: Patriotism, World & Universe

~~ ~~
19) Dushmani aur dosti agar ghaadi na ho … toh us mein koi rang nahin aata
by Raaj Kumar
in Enemy
tagged as: Drama, Enemy, Friendship

~~ ~~
20) Marte toh sirf bekasoor hai … kusoorwar toh hamari tarah aaish karte hai
by Kulbhushan Kharbanda
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
21) Police ki vardi aur khoon ki garmi aadmi ko bada khuddar bana deti hai
by Iftekhar
in Police
tagged as: Drama, Police

~~ ~~
22) Rana na pyase pehda hue the … aur na hi pyase marenge
by Raaj Kumar
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~ ~~
23) Is duniya ke tum pehle aur aakhri badnaseeb kamine hoge … jiski na toh arthi uthegi aur na kisi kandhe ka sahara … seedhi chitta jalegi
by Raaj Kumar
in Death
tagged as: Death, Drama

~~ ~~
24) Baaton ki talwar se gardan nahin katti
by Raaj Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
25) Hausle se har kaam mumkin hai … hausle se insaan apni taqdeer jaise chahe waisi bana sakta hai
by Raaj Kumar
in Luck & Destiny
tagged as: Inspiration, Luck & Destiny

~~ ~~
26) Hamare phone ke baad interview nahin hota … letter of appointment seedha milta hai
by Raaj Kumar
in Job & Career
tagged as: Job & Career

~~ ~~
27) Hamare dhande mein aasunyon ke saath koi rishta nahin hota
by Om Puri
in Business
tagged as: Business, Sadness

~~ ~~
28) Zindagi ek natak hi toh hai, lekin zindagi aur natak mein farak hai … natak ko jahan chaho, jab chaho badal do lekin … zindagi ke natak ki dor toh upar waale ke haath mein hai
by Raaj Kumar
in Life
tagged as: Drama, Life

~~ ~~
29) Gunaah chupane se gunehgaar nahi chup sakta
by Paresh Rawal
in Crime
tagged as: Crime, Thief & Criminal

~~ ~~
30) Aasoon bahane se dil toh halka ho jayega lekin gham ka bhoj halka nahi hota
by Raaj Kumar
in Sadness
tagged as: Drama, Sadness

~~ ~~
31) Khoon jab bolta hai toh maut ka tandav hota hai
by Om Puri
in Dance
tagged as: Action, Dance

~~ ~~
32) Rana ki shatranj ka ghoda a-dai ghar nahin chalta … seedhe raja ko marta hai
by Raaj Kumar
in Sports & Games
tagged as: Drama, Sports & Games

~~ ~~
33) P.C. Mathur jisse dushmani karta hai … uski jhadon ko khood kar hamesha ke liye khatam kar deta hai
by Kulbhushan Kharbanda
in Enemy
tagged as: Drama, Enemy

~~ ~~
34) Adalat toh sirf saboot par faisla karti hai
by Kulbhushan Kharbanda
in Law & Order
tagged as: Law & Order

~~ ~~
35) Unke mujhpar itne ehsaan hai … ki agar main apni chamdi ka joota banakar bhi unhe pehnata … toh bhi kam hota
by Govinda
in Drama
tagged as: Clothes & Shoes, Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Marte Dam Tak (1987), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *