Pratighaat (1987) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Pratighaat 1987 Information of Bollywood movie Pratighaat (1987)

Details on Dialogues from Bollywood movie Pratighaat released in year 1987.

Genre Drama

Dialogues
1) Manushya ke jeevan mein sangeet ka staan asadharan hai
by Subbiraj
in Music
tagged as: Life, Music

~~ ~~
2) Shaadi ke mandap mein pallu se ghaant baandhane waala pati nahi hota … balki patni ki zindagi ki guthiyan suljhane waala pati hota hai … pavitra agni ke gird phere lene waala pati nahi hota … balki patni ke jeevan ko har aag se bachane waala pati hota hai
by Subbiraj
in Husband & Wife
tagged as: Drama, Husband & Wife, Marriage & Wedding

~~ ~~
3) Ek aurat apne pati ki gareebi mein khush reh sakti hai … uske aeb seh sakti hai … lekin uski kayarta nahi seh sakti
in Husband & Wife
tagged as: Drama, Happiness, Husband & Wife

~~ ~~
4) Jis desh ko hamare buzurgon ne apne pranon ki aahuti dekar azaad karaya … ussi desh mein in kayaron ki fauj pal rahi hai
by Nana Patekar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
5) Unke dekhe se joh aati hai chehre pe raunak … woh samajhte hai beemar ka haal achcha hai
in Shayari
tagged as: Shayari

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Pratighaat (1987), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *