Watan Ke Rakhwale (1987) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Watan Ke Rakhwale 1987 Information of Bollywood movie Watan Ke Rakhwale (1987)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Watan Ke Rakhwale released in year 1987.

Persons
Actor
Dharmendra, Ashok Kumar, Sunil Dutt, Mithun Chakraborty, Sridevi Kapoor
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Kutte kamine tu mujhse bachkar nahi ja sakta … main tujhe dhoond nikaloonga, main tujhe pataal se bhi dhoond nikaloonga … aur main tujhe dhoondkar tera kaleja cheer doonga, main tera pet phaad daloonga … haramzade tu mujhse bachkar nahi ja sakta
by Dharmendra
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
2) Jaldi se chalte bano varna aaisi laat maaroonga ki football ki tarah goalpost se latakkar … baar baar goal hote rahoge
by Mithun Chakraborty
in Sports & Games
tagged as: Comedy, Sports & Games

~~ ~~
3) Khatron se khelna hamara business hai, hamara karobar hai … hamare paas maut ki factory hai … hum maut banate jaate hai aur society mein bechte jaate hai
by Kader Khan
in Death
tagged as: Business, Death, Rowdyism

~~ ~~
4) Agar doobara tumne hum dono ki zindagi mein phir se koi gadbad karne ki koshish ki … toh maar maarkar tumhari shakal aaisi bighad doonga … ki museum waale bhi apne showcase mein nahi rakhenge
by Mithun Chakraborty
in Action
tagged as: Action, Comedy

~~ ~~
5) Jab tak main uska khoon nahi kar loonga … na mujhe neend aayegi, na mujhe maut aayegi
by Dharmendra
in Action
tagged as: Action, Death

~~ ~~
6) Insaan aur insaaniyat ka toh main paidahishi dushman hoon … mera bas chale toh main insaaniyat ka khoon aaise nichhod loon … jaise log kisi phal mein se uska ras nichhod lete hai
by Kader Khan
in Enemy
tagged as: Enemy, Food & Drinks, Rowdyism

~~ ~~
7) Is duniya mein suraj ko mutthi mein chupana aasaan hai … lekin ek baar jurm karke usse hamesha ke liye chupana namumkin hai
by Sunil Dutt
in Crime
tagged as: Crime

~~ ~~
8) Tu apno ka nahi, tere desh ka hi gaddar nahi … balki gaddaron ka bhi gaddar hai … aur tujh jaise gaddar ko zinda rehne ka koi haq nahi hai
by Kader Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
9) Aaj kanoon ki chhat tumhare sar pe hai is liye tum apni zehareeli zubaan ki dank se hum mein dass rahe ho … lekin beta jis din yeh chhat gir jayegi aur pata chalega ki yeh sirf tumhari chaal thi … us din tumhari zubaan ko hum alakh se ukhadkar gandi naali mein phek denge
by Kader Khan
in Rowdyism
tagged as: Law & Order, Rowdyism

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Watan Ke Rakhwale (1987), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *