Shahenshah (1988) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Shahenshah 1988 Information of Bollywood movie Shahenshah (1988)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Shahenshah released in year 1988.

Genre Action

Persons
Actor
Amitabh Bachchan, Aruna Irani, Rohini Hattangadi, Supriya Pathak, Vijayendra Ghatge, Sudhir, Jagdeep, Avtar Gill, Bandini Mishra, Dan Dhanoa, Sharat Saxena
Director
Tinnu Anand
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Rishtey mein to hum tumhare baap hote hai … naam hai Shahenshah
by Amitabh Bachchan
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
2) Duniya ki koi jagah itni door nahi hai jahan jurm ke paon mein kanoon … apni faulaadi zanjeeren pehna na sake
by Kader Khan
in Law & Order
tagged as: Crime, Drama, Law & Order

~~ ~~
3) Shahenshah jahan khade ho jaate hai … wahin darbar lag jaate hai
by Amitabh Bachchan
in Royal
tagged as: Royal

~~ ~~
4) Main yeh toh jaanta tha ki aurat agar apne makaam se uthe toh devi ban sakti hai … magar yeh nahi jaanta tha ki agar girne pe aaye toh aap jaisi nagin bhi ban sakti hai
by Kader Khan
in Women
tagged as: Drama, Women

~~ ~~
5) Tip baad mein dena toh ek rivaaz hai … pehle dena achchi service ki guarantee hai
by Amrish Puri
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
6) Yeh sachai ka bazaar hai … yahan usool na beche jaate hai … na khareede jaate hai
by Vijayendra Ghatge
in Truth & Honesty
tagged as: Drama, Truth & Honesty

~~ ~~
7) Chaand ko apni chaandni sabit karne ke liye … chiragon ki shahadat ki zaroorat nahi padhti
by Pran
in World & Universe
tagged as: Drama, World & Universe

~~ ~~
8) Desh mein do kanoon nahi ho sakte hai … ek gareebo ke liye, doosra ameero ke liye
by Amitabh Bachchan
in Law & Order
tagged as: Drama, Law & Order

~~ ~~
9) Aaj sharaab ki lehren baha do … joh bhi aaye tumhare bar mein usse whiskey se nehla do
by Sudhir
in Shayari
tagged as: Food & Drinks, Shayari

~~ ~~
10) Jaan hum tumhari aaisi bhikharan bana denge … ki maut bhi uski jholi mein bheek nahi dalegi
by Amitabh Bachchan
in Life
tagged as: Death, Life

~~ ~~
11) Zakhm dene waala bhi wohi hai, bharne waala bhi wohi hai … insaan toh sirf marham rag sakta hai
by Pran
in Religion & God
tagged as: Drama, Religion & God

~~ ~~
12) Joh achcha tairakh hota hai na … woh toofani lehron mein beh nahi jaata … balki unhi lehron ko apni naav bana leta hai
by Amrish Puri
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration, Weather

~~ ~~
13) Shehar mein koi aaisa raasta, koi chowk, koi aasia naka nahi bacha tha … jahan par katilo ne hum par goliyo ki barsaat na ki ho
by Amitabh Bachchan
in Action
tagged as: Action, City & Places

~~ ~~
14) Main kanoon ka baazu nahi khud kanoon banonga … aur aaisa kanoon joh khud mujrimo ko pakdega, khud mukadma sunega … aur unka faisla bhi khud karega
by Amitabh Bachchan
in Law & Order
tagged as: Drama, Law & Order, Thief & Criminal

~~ ~~
15) Aaj hum tumhare andhar chupe hue tamaam kaale kutte bahar nikalkar … tumhara ghost nochne ke liye tum hi pe chhod denge
by Amitabh Bachchan
in Animals & Birds
tagged as: Action, Animals & Birds

~~ ~~
16) Budhapa jab jawani ka intezaar karta hai … toh bahut intezaar karta hai
by Amrish Puri
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
17) Tumne police ki vardi kahan pehan rakhi hai … yeh toh ek kafan hai joh tumhare zameer ki laash ne pehan rakha hai
by Amitabh Bachchan
in Police
tagged as: Drama, Police

~~ ~~
18) Tum apni haddi pasliyan achchi tarah ginke rakhna … kahin hawalat ke andhar jaate hue aur hawalat se bahar aate hue … tumhari ginti mein farak na padh jaaye
by Amitabh Bachchan
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
19) Jis din main koi gori titli dekh leta hoon na … mere khoon mein sehkado kaale kutte ek saath bhaukne lagte hai
by Amrish Puri
in Comedy
tagged as: Animals & Birds, Comedy

~~ ~~
20) Joh baant ke khaate hai … unki sehat achchi aur umar lambi hoti hai
by Sharat Saxena
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
21) Business mein laga hua rupaiya … saanp ke daanto mein phase hue mendhak ki tarah hota hai
by Amrish Puri
in Business
tagged as: Animals & Birds, Business, Money

~~ ~~
22) Mujhe malum hota aaisa kalank mere ghar mein pehda hone waala hai … toh main apne nakhoono se apni kok phad dalti
by Rohini Hattangadi
in Drama
tagged as: Drama, House

~~ ~~
23) Har reporter ki tarah meri ragon mein bhi khoon ki jagah roshnai behti hai … aur jab tak woh roshnai behti rahegi … mera kalam sachai likhte hue kaanpega nahi
by Vijayendra Ghatge
in Truth & Honesty
tagged as: Drama, Truth & Honesty

~~ ~~
24) Sachai apna saboot kudh hoti hai
by Pran
in Truth & Honesty
tagged as: Drama, Truth & Honesty

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Shahenshah (1988), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *