Tezaab (1988) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Tezaab 1988 Information of Bollywood movie Tezaab (1988)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Tezaab released in year 1988.

Genre Action, Drama, Romance

Persons
Actor
Anil Kapoor, Madhuri Dixit, Anupam Kher, Chunky Pandey, Kiran Kumar
Director
N. Chandra
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Pyar toh rahega … uske dil mein nafrat ki tarah aur mere dil mein nasoor ki tarah
by Anil Kapoor
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
2) Ab meri baat dhyan se sunle … varna zindagi bhar kisi ki baat sunne ke layak nahin rahega
by Anil Kapoor
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~ ~~
3) Nasik ho yah Bambai … ladkiyan ladkiyan hoti hai, patane ka tarika aana chahiye … pyar kiya nahin jaata, karvaya jaata hai
by Anil Kapoor
in City & Places
tagged as: City & Places, Comedy, Romance

~~ ~~
4) Agar main tere liye mar sakta hoon … toh tujhe maar bhi sakta hoon
by Anil Kapoor
in Drama
tagged as: Action, Drama

~~ ~~
5) Lotia jab deta toh ehsaan nahin karta … aur jab leta hai toh lihaaz nahin karta
by Kiran Kumar
in Rowdyism
tagged as: Drama, Rowdyism

~~ ~~
6) Aadmi ko sirf rishtey rokte hain … aur mera koi rishta nahin
by Anil Kapoor
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
7) Kabhi kabhi rooh jism se zyada taqatwar hoti hai
by Annu Kapoor
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
8) Joh haath rishwat lete lete aur apne farz ke saath gadaari karte karte ghis jaate hain … un mein belt istamaal karne ki kya uthane tak ki taqat nahin hoti
by Suresh Oberoi
in Job & Career
tagged as: Drama, Job & Career

~~ ~~
9) In dono haathon ko milana hi meri zindagi ka maqsad hain … aur zaroori hua toh meri maut ka maqsad bhi
by Annu Kapoor
in Life
tagged as: Death, Drama, Life

~~ ~~
10) Uska aur mera toh khoon ka rishta hai … khoon uska, chaku mera
by Kiran Kumar
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
11) Chhodna mat … pakadke rakh!
by Chunky Pandey
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
12) Jab duty tafri ban jaye aur juari vardi se darne ki bajah vardi ke saath behetkar jua khelne lage … toh dav par chand sikke nahin … mulk ki kismat bhi lag jati hai
by Suresh Oberoi
in Gambling
tagged as: Drama, Gambling, Luck & Destiny

~~ ~~
13) Tumne apna raasta aur pesha bhale hi badal liya ho … main ab bhi usse raaste par chal raha hoon aur mera pesha bhi wahi hai
by Suresh Oberoi
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
14) Tujh jaise desh drohiyon ko kanoon ke pairon par jhukane ke liye … na vardi ki zaroorat hai aur na hi is pistol ki … mere desh ke naujawanon ke sirf do haath hi kaafi hai
by Suresh Oberoi
in Patriotism
tagged as: Action, Law & Order, Patriotism

~~ ~~
15) Aankh ke badle aankh, haath ke badle haath, jaan ke badle jaan … aur bhai ke badle behen
by Kiran Kumar
in Revenge
tagged as: Action, Family, Revenge

~~ ~~
16) Mera farz sirf gunahgaron ko rokne ka nahin … balki gunah rokne ka bhi hai
by Suresh Oberoi
in Job & Career
tagged as: Crime, Job & Career, Thief & Criminal

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Tezaab (1988), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *